Mene jab main ko mara toh pta chla tha ke mai hi mada
Mai ka tha bhae(dar) nikala tb bhes uthi ke me nayana
Maa chati beta mile vapis par use ni pata tha ke ab main naya tha
Ye dhundhe mujhe dar badar par kabar pe basa tha basera or basana (2x)
Mene khud ko khoya tha tabhi khud ko paya tha
Mene khud ko boya tabhi khud ki chaho me
Meri khud ki maya hai or me budh ke saaye
Meri budhi chahe toh fir kya bandishe
Ana ko Jb Vida kara khule the darwaze jo hi bandi the bandi the
Ab awaara sa na kisi ke sahare pe
Or kisi ke chane na chane se mere vicharo me
Badlavo ki na ghadi aaegi kyunki mene halo pe
Hali me,mene talo ki chabi dhudhi or talukat khatam kar
Ishare sare samjha par vo dafan
Mujhe tasali ke aawaz me saralta or wazan bhi hai
Pasand ni hai inhe jese me shado ko joda mujhpe chadi ni hai
Mujhe chadi ni hai, hari ke bina hare or hare ke bina hari ni hai
Mujhme tadi ni hai,Adi thi jo cheeze ab vo tali bhi hai
Mujhme dhali bhi hai, dali ni hai,tabhi dale gali ni hai
Gully vale gali dete gane vane khana dete,Jhake take tane dete
Par mujhe abhi koi asar hi nahi hai
Mujhe ni mili sahayta
Tabhi mene moh ke vastr utare the
Ab firu bas rooh ko sambhalta
Or sare rooh ki meri rakam lgare the
Or khas kar Jb khas mere katne lage toh hum kanch par the
5 kan auzar se the,5 gun vishal se, pani ke pandal se or vidhi ke vidhan se the,sidhi ke maqam hum dhundhe lage the
Kala ke waqt pe mazdoor se bane the
Vo gale ni lagi thi par hai gale pe chadi thi
Mere gale ke pale ni kuch hai gale ne hi pala mere pas Kuch ni hai gale ke alava,sare dare mere gale se ye gala hi chalava, kare gale ka halala ,chate gale ko galana,par gala ni gulami kare,gala cheeke dard,mera gala hi malala,mere gale ke muafze me gale me ujala,meri zindgi badal gayi Jab gala ye khula tha,mere gale ka khulasa ke me gale ko dbata ni,or mere gale se zuban tk tairte jazbaat ye
Or mene kari duniya se thodi thodi thodi thodi darkhwast ye
Ye maha hai ye mahmari smj ni aata ke ye kesa kesa kesa chale kal ye
Mene mere badle mizaj jo karte mazak ab vo dete ye misal hai
Piche sal mere kuch bichde yar unme se me ek mujhe khud ka khayal nahi hai
Mujhe bilkul karar ni,bulbul bilal ki,zindgi me gulal nahi hai
Mene Mai ko mar dia vo patah dhundhne aae par yaha pe koi sa na marg or na markky hai
Ab mujhe koi bhi asar nahi hai.....
MAIN was written by Mark Bhatia.
MAIN was produced by PINNOCIO.