Ek ese pehlu se me pyali pilata use dhyan se suno
Mile the 2 pyale mujhe ab dono vo Khali ke Gyan ko chuno
Ke Peeta toh pata ni na khushi patasha ni
Bas jhagde tamasha bap jakde tamacha bhi
Ab chasme Lagata or chasme hatata bhi
Par ek drishya ke chasme tikata ni
Bas khaunga juthi Varna kasme khata ni
Vade ko todta kbhi nibata ni
Me deta umeed ni deta dilasa ni
Sb kehte hai bhari me kehta bula Shani
Na kalamm na meri zuban me chashni kanch ki
Ye nazme hai Geeta Qur'an ki lakho naraz ye pratha ni aaj ki
Or shayad me chata bhi nahi ke soch ko meri tum samjho aaj hi
Kyuki ise dheemi si aanch pe rakhna pdega jb pakne lagegi toh bat vo Raaz ki
Ubharne lagegi nashe si failegi or milegi keemat aawaz ki
Safar ke ant malum pada ye toh sadke thi nas ki
Ghar pe chr ke aaya maa ko bimar
Sb gavadu bas hai meri kala eitbar
Sar ko fod do ya zuban meri kat
Me aakhon se likhunga yaha sb tadipar
Meri nas ko kat do fr khoon ka bhav
Itna tezi se aae ke pura seher tera lal
Nikalu teer or kaman bharu teer ko kaman
Dae na bae bas machli ki aakh
Me seekh ke ni aaya mujhme kudrati
18 sal se mujhme kud Rahi thi socha kaid Karu ulta Shakti thamadi mujhe udne ki
Khoobsurti ke kasoor bhi qabool kari
Ek ek boond thi vasool kari
Nashe ni hume hum nashe ko mashoor kare
Me sabko kehta ke mere jesa nahi
Zindgi me par Nasha ek bar zaroor kare
Chand ki chandni
Chand ki chav me
Chan ichae thi
10 dishae di
Dhass dhass
Ye unko sunana hai chate jinhe jante or Jan pehchan ke
Ye kala ke liye ni peedi ke liye ni kare bas apne aap ke
Gaane mene bas tb hai likhe jab aae ye sadme yad the
Sachme sath de sach ka sath de sach ke sathi toh sach bhi sath de
Maut jab mile darwaze pe (hmmm)
Akshqar na nikle par ashq (hmm)
Vo dekhegi teri ni kad kathi (hmm)
Hawa ki gati se virani ho (hm)
Mark kar lena...
GYAANI was written by Mark Bhatia.
GYAANI was produced by PINNOCIO.