Zindagi ne ma choddi
Kya karun, Kya mein Karun
Karor rupiya kharch kar ke aaou
Mulk wapis aker apni bhund marwaou
Mehnat kar ke apni CV banaou
Jawab wapis aye beta experience le kar aaou
Job do ge tou experience milay ga na loray
Kab se ghar betha hun baap mujhay ghooray
Teri puri zindagi guzar jaye gi sotay sotay
Mcdonalds kha ke hojaye ga motay
Jaag jaou, beta warna bhaag jaou
Aisay bethay bethay mujhay mat rulaou
Khuda ke liye thori akal laraou
Apnay moun ke illawa kuch aur bhi chalaou
Zindagi ne maa choddi
Kya karun, kya mein karun
Kya hai zindagi khuda ke bina
Aaou sunaou mein tumhay apni daastaan
Nashay kar ke hogaya bewafa
Shaytan ke kadmon per mein chalnay laga
Dimaghi halat kharab hogaye meri
Raat bhar jagon, sansein meri gheri
Kyun hai gabarahat kyun hai itni pareshani
Ay khuda dekha de tu mujhay koi nishani
Job nahi tou kuch bhi nahi
Paisa nahi tou koi khushi nahi
Zindagi ban gaye dimagh ki dahi
Ay khuda upar se de de vahi kohi
ZIndagi ne maa choddi
Kya karun, kya mein karun