Woh kaun thi
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha
Woh kya gayi
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha
Woh kaun thi
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha
Woh kya gayi
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha
Woh khwab thi
Neend thi, khusboo thi, kya thi woh
Kya thi woh
Woh kaun thi
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha
Woh kya gayi
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha
Kisi say na milti
Na woh baat karti
Magar muskaraahat
Nigaahon mein hoti
Woh aayi thi jaisay
Kahin aasman say
Kisi kehkashan say
Na jaane kahan say
Jaane kahan say
Woh kaun thi
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha
Woh kya gayi
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha
Woh aanchal samaitay
Kitabein uthaaye
Chali jaarahi hai
Nigahain chupaaye...
Bohat shoq se main
Qareeb uskay jaata
Woh nazrein dikhaati
To kuch keh na paata
Kuch keh na paata
Jaane kya tha un aankho mein
Dil ki dil mein reh gayi
Woh kaun thi
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha
Woh kya gayi
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha
Woh khwab thi
Neend thi, khusboo thi, kya thi woh
Kya thi woh
Woh kaun thi
Tamaam shehr us kay husn mein gum tha
Woh kya gayi
Kay phir to mustaqil khizaan ka mausam tha
Woh kaun thi...