Naseebo Lal & Umair Jaswal
Ali Khan
Zeb Bangash & Noori
Abida Parveen & Ali Sethi
Meesha Shafi
Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan
Quratulain Baloch & Haroon Shahid
Javed Bashir & Ali Azmat
Ahmed Jehanzeb & Umair Jaswal
Zeb Bangash & Faakhir Mehmood
Mehwish Hayat & Shiraz Uppal
Abida Parveen
Mohsin Abbas Haider
Nirmal Roy & Jabar Abbas
Shilpa Rao & Noori
Meesha Shafi & Naeem Abbas Rufi
Momina Mustehsan & Junaid Khan
Rachel Viccaji &
Rahat Fateh Ali Khan
Javed Bashir & & Masuma Anwar
Sara Haider & Rizwan Butt
Damia Farooq &
Sanam Marvi & Saieen Zahoor
Amjad Sabri & Rahat Fateh Ali Khan
Quratulain Baloch & Shuja Haider
Shani Arshad
Shiraz Uppal &
Natasha Khan NK & Faakhir
Noori
In all its melodramatic glory, and approximately 40 years ago, a shrine echoed with the sound of a traditional qawwali performed in an epic collaboration by the maestros, Ghulam Farid Sabri with Nusrat Fateh Ali Khan. The divine kalaam of Amir Khusro – ‘Rang’ – soared through the skies. In what has...
Maaṭi ke tum deeware
Jo sunyo hamri baat
Aaj milaawara mohe piya ka
Jo jagyo saari raat
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
More khaajah ke ghar rang hai ri
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
More khaajah ke ghar rang hai ri
Aaj sajan milaawara more aangan men
Sajan milaawara more aangan men
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
Raini chaṛhi rasool ki
So rang maula ke haath
Jis ki choonar rang diyo
So dhan dhan wa ke bhaag
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Re aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Are aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Mere mahboob ke ghar
E ri sakhi ri mere mahboob ke ghar
E ri sakhi ri mere mahboob ke ghar
E ri sakhi ri mere mahboob ke ghar rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Mohe peer paayo nijaam ud-deen auliya
Mohe peer paayo nijaam ud-deen auliya
Mohe peer paayo nijaam ud-deen auliya
Mohe peer paayo nijaam ud-deen auliya
Mohe peer paayo saabir ‘ala ud-deen auliya
Mohe peer paayo saabir ‘ala ud-deen auliya
Mohe peer paayo nijaam ud-deen auliya
Nijaam ud-deen auliya
‘ala ud-deen auliya
Nijaam ud-deen auliya
‘ala ud-deen auliya
Nijaam ud-deen auliya
‘ala ud-deen auliya
Main to jab dekhoon more sang hai ri maan rang hai ri
Main to jab dekhoon more sang hai ri maan rang hai ri
Main to jab dekhoon more sang hai ri maan rang hai ri
Aaj rang hai ri maan
Rang hai ri
Des bides men ḍhoonḍ phiri hoon
Des bides men ḍhoonḍ phiri hoon
Are des bides men ḍhoonḍ phiri hoon
Tora rang man bhaayo nijaam ud-deen
Tora rang man bhaayo nijaam ud-deen
Tora rang man bhaayo nijaam ud-deen
Tora rang man bhaayo main tora rang
Tora rang man bhaayo main tora rang
Tora rang man bhaayo main tora rang
Are tora rang man bhaayo main tora rang
Bhul rahi re maan
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Khusro rain suhaag ki so main jaagi pi ke sang
Khusro rain suhaag ki so main jaagi pi ke sang
Tan mora man peehu ka
Tan mora man peehu ka so donon ek hi rang
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Gokul dekha
Mathura dekha
Gokul dekha
Mathura dekha
Poorab dekha
Pachchhim dekha
Uttar dekha
Dakkhan dekha
Uttar dekha
Dakkhan dekha
Par tosa nah koyi rang dekha re
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Phiri zamaane men chaar jaanib
Allaah
Nigaar-i yakta tumheen ko dekha
Haseen dekhe jameel dekhe
Bas ek tum sa tumheen ko dekha
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Des bides men ḍhoonḍ phiri hoon
Des bides men ḍhoonḍ phiri hoon
Des bides men ḍhoonḍ phiri hoon
Mohe tora rang man bhaayo nijaam ud-deen
Tora rang man bhaayo nijaam ud-deen
Jag jag jag jag
Jag jag jag ujyaaro
Jag ujyaaro
Jag ujyaaro
Khaajah nijaam ud-deen jagat ujyaaro
Khaajah nijaam ud-deen jagat ujyaaro
Saabir ‘ala ud-deen jagat ujyaaro
Saabir ‘ala ud-deen jagat ujyaaro
Meharwa
Meharwa ras boondaan barse
Meharwa ras boondaan barse
Boondaan barse
Ras boondaan barse
Boondaan barse
Ras boondaan barse
Khaajagaan ke darbaaran men
Khaajagaan ke darbaaran men
Aaj dekho ghan garje
Aaj dekho ghan garje
Aaj dekho ghan garje
Ras boondaan barse
Meharwa ras boondaan barse
Khaajah fareed ud-deen auliya
Qutub ud-deen auliya
Khaajah mu‘een ud-deen auliya
Khaajah qutub ud-deen auliya
Khaajah mu‘een ud-deen auliya
Khaajah qutub ud-deen auliya
Khaajah nijaam ud-deen
Khaajah naseer ud-deen
Khaajah nijaam ud-deen
Khaajah naseer ud-deen
Aaj shuhrah nijaam naseer ud-deen ka laa‘l mahboob bana
Laa‘l mahboob bana
Laa‘l mahboob bana
Laa‘l mahboob bana
Laa‘l mahboob bana
Nijaam ud-deen auliya jag ujyaaro
Nijaam ud-deen auliya jag ujyaaro
Nijaam ud-deen auliya jag ujyaaro
Nijaam ud-deen auliya jag ujyaaro
Jagat ujyaaro
Jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Teri soorat se kisi ki naheen milti soorat
Teri soorat se kisi ki naheen milti soorat
Ham jahaan men tiri tasweer liye phirte hain
Dekho main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Main to aiso rang
Mahboob-i ilaahi
Nijaam ud-deen auliya jag ujyaaro
Nijaam ud-deen auliya jag ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Jag ujyaaro jagat ujyaaro
Wuh to jo maange barsat hai ri maan rang hai ri
Wuh to jo maange barsat hai ri maan rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Aaj rang hai e maan
Rang hai ri
Rang was written by .
Rang was produced by Strings & Coke Studio Pakistan.
Amjad Sabri released Rang on Fri Sep 23 2016.