Naseebo Lal & Umair Jaswal
Ali Khan
Zeb Bangash & Noori
Abida Parveen & Ali Sethi
Meesha Shafi
Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan
Quratulain Baloch & Haroon Shahid
Javed Bashir & Ali Azmat
Ahmed Jehanzeb & Umair Jaswal
Zeb Bangash & Faakhir Mehmood
Mehwish Hayat & Shiraz Uppal
Abida Parveen
Mohsin Abbas Haider
Nirmal Roy & Jabar Abbas
Shilpa Rao & Noori
Meesha Shafi & Naeem Abbas Rufi
Momina Mustehsan & Junaid Khan
Rachel Viccaji &
Rahat Fateh Ali Khan
Javed Bashir & & Masuma Anwar
Sara Haider & Rizwan Butt
Damia Farooq &
Sanam Marvi & Saieen Zahoor
Amjad Sabri & Rahat Fateh Ali Khan
Quratulain Baloch & Shuja Haider
Shani Arshad
Shiraz Uppal &
Natasha Khan NK & Faakhir
Noori
‘Ala Baali’ – literally translated from Arabic means ‘you’re on my mind’ – and this track is exactly that: infectious, fun and addictive. A multilingual love anthem, penned by Shakeel Sohail captures the sentiments lyrically in Urdu, Arabic and Punjabi.
The powerful drive throughout the song rests...
Doori se nah ho kam dilon ka raabitah
Ahsaas men jo ho koyi rahta
Haail samandar bhi agar ho darmiyaan
Milta hai milne ka koyi rastah
Maa‘loom bhi nah ho kih hai ye kya
Be-dard sa ye dard hai kaisa
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Dil maange yaar noon ho ru-ba-ru
Apne dil-daar noon har su
Dil maange yaar noon ho ru-ba-ru
Apne dil-daar noon har su
Har haal khayaal hai tera
Lagta naheen dil mira
Meri raat ka tu hai sawera
Naheen din tere bin mera
Hai tu khush-bu main rang tera
Kaheen nah jaana
Maa‘loom bhi nah ho kih hai ye kya
Be-dard sa ye dard hai kaisa
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Naeen langhda waqt wichhoṛe da
Bin yaar guzaarah kaun kare
Ik din howe te langh jaawe bullhiya
Saari ‘umr guzaarah kaun kare
Ik din howe te langh jaawe bullhiya
Saari ‘umr guzaarah kaun kare
Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
Umraan da rog hai aisa
Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
Umraan da rog hai aisa
Koyi raah nikalti jaaye
Tere paas bulaaye
Koyi moṛ hamen bhi milaaye ye aas nah jaaye
Jeena tere bina kabhi nah
Yahi hai kahna
Maa‘loom bhi nah ho kih hai ye kya
Be-dard sa ye dard hai kaisa
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali
Ala baali
Ala baali
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta habeebi
Ala Baali was written by Shakeel Sohail.
Ala Baali was produced by Strings & Coke Studio Pakistan.
Nirmal Roy released Ala Baali on Fri Sep 02 2016.
‘Ala Baali’ means ‘You’re on my mind’