Ae bikaneri chhokri
Santre ki tokri
Ghar to chhudvaya
Ab kya chhudayegi naukri
Romeo Romeo gali ke Romeo
Bholi shakal wale
Saare ke saare farebiyo
Romeo Romeo bhaade ke premiyo
Kaahe gale pade ho
Bin bulaye baraatiyon
Le to gayi kaleja
Sangg mein humein bhi leja
Yeh to chori pe hai seenazori
Kabhi lage Monalisa
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambri
Haaye meri
Param param param param
Param sundari haaye meri
Param param param param
Param sundari
Sar se pair talak
Betahaasha husan se bhari
Haaye meri
Param param param param
Param sundari
Pairon mein paayal ki bеdi se
Baandh ke main na rehnе wali
Main alhad puwar ke jaisi hoon
Pardeson tak behne wali
Mujhe gehnon se badh ke
Sapnon ki chahat hai
Jin sapnon ko sach
Ho jaane ki aadat hai
Katti hai meri mardon se
Yaari filmon ke pardon se
Le to gayi kaleja
Sangg mein humein bhi leja
Yeh to chori pe hai seenazori
Kabhi lage Monalisa
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambri
Haaye meri
Param param param param
Param sundari haaye meri
Param param param param
Param sundari
Sar se pair talak
Betahaasha husan se bhari
Haaye meri
Param param param param
Param sundari
Pairon mein paayal ki bedi se
Baandh ke main na rehne wali
Main alhad puwar ke jaisi hoon
Pardeson tak behne wali
Mujhe gehnon se badh ke
Sapnon ki chahat hai
Jin sapnon ko sach
Ho jaane ki aadat hai
Katti hai meri mardon se
Yaari filmon ke pardon se
Le to gayi kaleja
Sangg mein humein bhi leja
Yeh to chori pe hai seenazori
Kabhi lage Monalisa
Kabhi kabhi lage Lolita
Aur kabhi jaise Kaadambri
Haaye meri
Param param param param
Param sundari haaye meri
Param param param param
Param sundari
Sar se pair talak
Betahaasha husan se bhari
Haaye meri
Param param param param
Param sundari
Chhoona nahi chhoona chhoona
Nahi chhoona chhoona nahi mujhko
Hona nahi hona hona
Nahi teri hona nahi mujhko
Hath jod chahe paon pad
Parwah nahi mujhko
Na na nana nana nana nana
Nana na na nana nana nana nana
Ae bikaneri chhokri
Santre ki tokri
Ghar to chhudvaya
Ab kya chhudayegi naukri
Dekh ke kamar teri
Bhaage nabz meri
Jaise ghadi ka kanta
Hickery dickery dock’ri
Param Sundari was written by Amitabh Bhattacharya.
Param Sundari was produced by A.R. Rahman.
Shreya Ghoshal released Param Sundari on Tue Jul 06 2021.