MC STAN’s song “MAA BAAP” is dedicated to his MOM and DAD. He tells us how his mom and dad used to worry about him. He also talked about some people who threw their mom and dad out of their house because of girls.
IKKA also talked bout how much he loves his mom and dad through his verse.
[Chorus]
Gadi k peeche log likhrele mom dad
Aur shaddi k bad unko nikalre gharse
Maa baap k baare mei kya bolu mein
Meri book hai woh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nai baap mera tension mei
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat k liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
[Post-Chorus]
Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko
(Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko)
Neend nai aari Thi Bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh
[Verse 1: Mc Stan]
Fan mera rehga toh maa baap ko maan
Fan mera rehga toh, sun meri jaan
Maa baap ko takleef mat de mere liye
Haters log tumhare, bharеle kaan
Rap game ka, bana mei salman khan
Jyada pyaar, insaan ko pachta nai maam
Maa baap nе bachpan se kara tere liye
Aur End of the day, tune kya diya mam
Dosti tum karte par nibhata mein
Dost log k waja se, everyday crime
Bachpan mei sidi se gira tha mein
Stop dis bullshit, pls don;t mind
Quran mei likhela, kar mat tu gibat
Buddhape mei lakdi ban, kar unki khidmat
Sach bolte Aakhir tak, isleye tu chid mat
Isleye sab puchrele, karega kya feature
Kuch nai banega tu, bolneke teachers
Maa meri pair padke, bolneki please pad
Likha maine phela gana, meri answer sheet par
Gaane mera full chalre, I'm comin up
Yeh log diss track likhrele, abhi tak
Tu woh ladki ko, chodhega kabhi tak
Accept kyu karte nai, asliyat
[Chorus]
Gadi k peeche log likhrele mom dad
Aur shaddi k bad unko nikalre gharse
Maa baap k baare mei kya bolu mein
Meri book hai woh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nai baap mera tension mei
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat k liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
[Post-Chorus]
Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko
(Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko)
Neend nai aari Thi Bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh
[Verse 2: Ikka]
Bura hoon mein bura hoon mein boht bura
Jo ki maa baap ki naa kabhi baat suna
Maap baap ko di gaali kiye bahut gunah
Maap baap ko di gaali kiye bahut gunah
Ye Dard jab bhi bada mera do Guna
Tab Maaa ne diya pyar mujhe sau Guna
Aadhi raat ko di roti mujhe garam karke
Ye sab yaad karke aaj raat rau pada
Ghar pe nashe karke kayin baar cheezain todi
Maa ka dil umeed baap ki bhi shamil thi
Kahi baar hua ghar mein Kalesh nikamme ki
Wajha se meri bhene mujhe se kaabil thi
Maa k kadmon mein jannat hai sunnat hai minnat tu
Kitni bhi karle maa ni milti
Maa ni milti rishte mil jaate hain lakhon
Maa ki dua maa k hathon ka jadoo
Meri Umar maa ko lagg jaye
Maa se pehle main mar jana chaun
(main mar jana chaun)
(main mar jana chaun)
(main mar jana chaun)
Purey bachpan meri baap se ladai
Ussi baap se Jissne duniya dikhayi
Bina soche bech daali sone ki aghuthi
Or mujhe meri pehli usne cycle dilayi
Ussi baap ko sharaabi bolun gaano mei
Sharam haya meri ghum kahin ghum
Burey karam phir bhi zinda inki dua dono
Bhagavan jaise kun faya kun !
[Chorus]
Gadi k peeche log likhrele mom dad
Aur shaddi k bad unko nikalre gharse
Maa baap k baare mei kya bolu mein
Meri book hai woh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nai baap mera tension mei
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat k liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
[Post-Chorus]
Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko
(Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko)
Neend nai aari Thi Bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh