Mar ke hoon wapis aata
Harr pal hoon haar hi jaata
Dikhta jo tu dikhata
Pagal mei kaafi zyaada
Han dekho chal rha ye
Saste bazaron mein se
Nautanki aadha chucha
Sar mein duniya ka bhusa
Kaagaz ka ye khilona
Syaahi se bharta yaadein
Chipkake kapdon pe fir
Kaagaz hi bas voh jaane
Party mein jaa yeh guzra
Ulti fir krdi syaahi
Sabki khul gyi hai tooti
Behete syaahi faware
Naatak mein naacho saare
Do pal ki duniya pyaare
Pagal mei pagal hoke
Uthta mei fir hoon soke
Okay
Okay
Bina ser per ke sipaahi
Kyu kr rhe hain tabahi
Ginn chunn ke pyaar yeh dhundhe
Fir kathghare mein gawaahi
Kaala ghunghat painsath maale
Ser pe chadhke paisa naache
Teesri manzil saans fulale
Kaale bazaar se dhandha chalate
I'm on the cloud seventeen
Looking down to your faces
I'm on the cloud seventeen
Preparing to call you up
I'm on the cloud seventeen
Looking down to your faces
I'm on the cloud seventeen
Preparing to call you up
Sach puchho krta parwah
Na hai ye toh kisi ki
Jab apni hi na parwah
Toh fir kyu ho kisi ki
Jab tak voh chalta jaaye
Peeche zamana aaye
Aur fir voh ruk gaya toh
Logon ko yeh na bhaaye
Gaddhon pe gaddhe khode
Ghaddhon ke neeche kaun?
Ghaddhon ke neeche gaddha
Gaddhe kam khodo aur
Mushkil hai iska jeena
Kabtak ye khode aur
Pagal ye pagal banke
Nautanki krti chaud
Kaala ghunghat painsath maale
Ser pe chadhke paisa naache
Teesri manzil saans fulale
Kaale bazaar se dhandha chalate
Mar ke hoon wapis aata
Harr pal hoon haar hi jaata
Dikhta jo tu dikhaata
Pagal mei kaafi zyaada
Marke hoon wapis aata
Harr pal hoon haar hi jaata
Dikhta jo tu dikhata
Pagal mei kaafi zyaada
Drishya was written by Raghav (IND) & Athem Oski.
Drishya was produced by Baajewala & Raghav (IND).
Raghav (IND) released Drishya on Fri Mar 11 2022.