Dastaan by Raghav (IND)
Dastaan by Raghav (IND)

Dastaan

Raghav (IND) * Track #5 On Satya Sakshaat

Dastaan Lyrics

[Spoken Intro By Raghav]
Mujhe lagta tha mujhe sab pata hai yaar
Magar mujhe toh kuchh bhi nhi pata
Hum bass udd rhe hain
Antariksh mein bandar mafik
Meri dikkatein, majbooriyan, kahaniyan
Kuchh bhi nhi hai
Door se dekho toh
Sab itna....sab itna ajeeb hai
Mere dimaag mei kuchh tasveerein hai
Aur voh meri zindagi hai
Bas?
Yehi hai?

[Chorus]
Ghadi ke kaantein
Chalte jaate
Jo hai banate
Yeh din
Yuhi yeh baatein
Tum ho udate
Aur hai nikalta samay

[VERSE]
Dilli ki raatein
Tumhe jagadein
Suno voh tumse keh rhi
Agar tum chaaho
Tumhe dikha dein
Taur tareekein
Humnasheen
Likhi hui
Yeh dastan hai
Jawaani mein abhi toh waqt bacha hai
Mujhe bhi do
Yeh kya nasha hai
Hawa mein hum
Hawa mein tum
Bas maza hai
Tum dhundho usse
Jo na kabhi mill saka
Dekho kwaab voh
Jo tumne na kabhi socha tha
Mazil hai voh
Jo deti tumko yеh safar
Toh chuno dhyaan se
Kahan pe pehn ni hai hathkadi tumhе
Khona pada
Khud ko paane ke liye
Bada hona pada
Fir oopar jaane ke liye
Bita yeh saal
Aur yeh toh kuchh bhi tha nhi
Thoda chhota yeh
Aur chhota hota jaayega abhi
Lagta tumhe
Jaise tum bhi ho amar
Lekin ant hi toh deta zindagi ko yeh dagar
Aankhein khuli
Dekha jaa chuka samay
Na voh aayega
Pachhtake ab kya hoga yeh bata!

[Chorus]
Ghadi ke kaantein
Chalte jaate
Jo hai banate yeh din
Yuhi yeh baatein
Tum ho udate
Aur hai nikalta samay

Dastaan Q&A

Who wrote Dastaan's ?

Dastaan was written by Raghav (IND).

Who produced Dastaan's ?

Dastaan was produced by Raghav (IND).

When did Raghav (IND) release Dastaan?

Raghav (IND) released Dastaan on Fri Mar 11 2022.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com