Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer & Void (Band)
Epr Iyer
Epr Iyer & Nikhita Gandhi
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer
Epr Iyer &
Epr Iyer & Karma
Kids
Welcome to the class of Hip-Hop Storytelling
And today we’re gonna talk about, umm… let’s see
Vishwa Yudh dushra, Japaani fauj se muqabla
Shahadat yaadgaar Badluram ki
Itihash gawa jo mishaal bani
Jo ki aaj bhi Sipahiyon ke beech
Ye sangeet amar Indian Army
Regiment of Assam ki marching pe bhare josh
Sainikon pe dekho bemisal chaap chod
Dilchasp katha ek shaqs jawaan
Bhartiye seema aur mitti ka raksha
Nakshe pe dushman ka aagragraman
Akraman vilamb kis baat ki ab
Daaga nishana bandook-E-Farz
Kartavya nibhaana veergati seene se apne
Maut ko bhi hanskar apnaana
Praan gawaya saan se
Bharat maata ki maan pe anch na aane di
Kahiye sayyog ya galti se
Quarter master ke list mein naam nahi
Ration jo mili marne par bhi
Supply line cut sankat mein sabhi
Nirnaayak saait yudh mein huyi
Sing
Badluram ka badan
Zameen ka neeche hai
Badluram ka badan
Zameen ka neeche hai
Badluram ka badan
Zameen ka neeche hai
Toh hume uska Ration milta hai
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Toh hume uska Ration milta hai
Daastan-E-Hangpan Dada ki
Bachpan se shararati
Jaanme chote gaon mein Arunachal ke
Satanbey mein chaynit sena mein
Havaldaar pahunche Kashmir
Intelligence mili ki ghuspaithiye
Aatankwadi, chetra Naugam mein
Mar giraane ki saugandh le
Feet 13000 unchai
Nikal pade chadhne mein mahir
Pahaad, Goliyo ki bouchaar ke beech
Dushmano ko bhaagne ka rashta seal
Pahunchne mein najdeek mili kamayabi
Mutbhed chali kuch der aisi
Aakhri ghadi tak ko teen ko maar giraya
Akele par khed hai khoon se lath-path
Hangpan Dada ki jaan ja chuki thi
Balidaan pe unke fakra hume
Parivaar ki aankhein nam hui thi
Tasveer-E-Veerta ko pramanit huye
Ashoka Chakra se wo sammanit
Sat sat naman amar sapoot ko
Jinke bache gaye geet jo
Badluram ka badan
Nameen ka neeche hai
Badluram ka badan
Nameen ka neeche hai
Badluram ka badan
Nameen ka neeche hai
Toh hume uska Ration milta hai
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Toh hume uska Ration milta hai
1-2-3
Badluram ka badan
Zameen ka neeche hai
Badluram ka badan
Zameen ka neeche hai
Badluram ka badan
Zameen ka neeche hai
Toh hume uska Ration milta hai
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Sabash Hallelujah
Toh hume uska Ration milta hai
Badluram ka badan was written by Epr Iyer.
Badluram ka badan was produced by GJ STORM.
Epr Iyer released Badluram ka badan on Thu Mar 19 2020.