Karam Abbas &
Nabeel Shaukat Ali
Mekaal Hasan Band
Atif Aslam
Rizwan & Muazzam Ali Khan
Quratulain Baloch & Umair Jaswal
Suraiya Khanum & Anwar Maqsood
Ali Zafar
Ali Sethi &
Kaavish
Arif Lohar
Siege &
Malang Party
Strings & Coke Studio Pakistan
Farida Khanum
Airy and warm as a calm breeze, ‘Aaj Jane Ki Zidd’ continues to enrapture the audience to-date, as the timeless classic penned by Fayyaz Hashmi and composed by the renowned Sohail Rana. The Queen of Ghazal – Farida Khanum – contributes to the track in her inimitable dusky tone as the steady flow of...
Aaj jaane ki zidd na karo
Yoonhi pahlu mein baiṭhe raho
Yoonhi pahlu mein baiṭhe raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Haaye mar jaaen ge ham to luṭ jaaen ge
Aisi baaten kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Tum hi socho zara kyoon na roken tumhen
Jaan jaati hai jab uṭh ke jaate ho tum
Jaan jaati hai jab uṭh ke jaate ho tum
Tum ko apni qasam jaan-i jaan
Baat itni miri maan lo
Aaj jaane ki zidd na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghaṛiyaan yahi hain jo aazaad hain
Chand ghaṛiyaan yahi hain jo aazaad hain
In ko kho kar miri jaan-i jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj Jane Ki Zid Na Karo was written by Fayyaz Hashmi.
Aaj Jane Ki Zid Na Karo was produced by Strings.
Farida Khanum released Aaj Jane Ki Zid Na Karo on Sat Oct 03 2015.