Zindagi
Zindagi kya hai?
Aekh kahani hai
Kahani wo
Jo
Na zameeni hai
Aur na asmaani hai
Toh
Jab marna alag hai
Toh
Hum jee kyun saath rahe hain
Toh
Zindagi kya hai?
Shayad
Kahani hai
Zindagi kya hai
Zindagi (Intro) was produced by jang0.
Vv released Zindagi (Intro) on Mon Jun 26 2023.