Tushar Joshi
Nakash Aziz & Amitabh Bhattacharya & Sreerama Chandra & Geetsagar &
Nakash Aziz & Sreerama Chandra & Amitabh Bhattacharya & Antara Mitra & Amit Mishra & Dev Negi
Krishnakumar Kunnath
Arijit Singh
Arijit Singh
Arijit Singh & Pritam
[Verse 1]
Yaado Ke Purane Album Mein
Chhupa Ke Rakhe Hai Humne Woh Din
Hmmm, Gullak Mein Padi Chawani Si
Bacha Ke Rakkhe Hai Humne Woh Din
Na Kisi Manjil Ki Fikar Thi
Zindagi Jeene Ki Umar Thi
Dosti Aur Doston Se Udhaar Ke Din The
[Chorus]
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
[Verse 2]
Bigde Huve Insaan The
Shaitan Ki Santaan The
Ho Lekin Brother Jo Bhi Kaho
Wo Yaar Hi To Jaan The
College Ki Kudi Se
Karne Aankhe Chaar Ke Din The
Aaye Zindagi Mein Pehle Pehle
Pyaar Ke Din The Hey Ae
[Chorus]
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
[Verse 3]
Hmmm, Kharbujon Ko Kharbujon Ki
Mili Si Sangat Ke Apne Wo Din
Jeewan Pe Chadhi Jawaani Ki
Nayi Si Rangat Ke Apne Wo Din
Yaad Hai Filmon Ke Purane
R D Burman Ke Wo Gaane
Band Ke Keyboard Ke
Aur Guitar Ke Din The
[Chorus]
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din Bhi Kya Din The
Wo Oh Wo
Woh Din (Arijit Singh Version) was written by Amitabh Bhattacharya.
Woh Din (Arijit Singh Version) was produced by Pritam.
Arijit Singh released Woh Din (Arijit Singh Version) on Sat Aug 31 2019.