There is nothing more relatable than a first crush. Avanti Nagral and Hanita Bhambri share their musings on relatable nostalgia with love song, “Tumhari” ft. Ashwin Adwani, produced by Keshav Dhar. The sweet mid-tempo track takes us back to the days of secretly passing notes and young love. The lyri...
Nazaron mein kyun doob jaati
Tum paas aate toh kyun muskarti
Sunke naam tumhara
Kyun kuch na bol paati
Pehle na kabhi hua hai aisa
Koi doosra laga apna ho jaisa
Koshishein karke bhi haari
Kya main ho jaaun tumhari
Kya main ho jaaun tumhari
Bas karo yeh kheechatani
Bayaan karne mein main ghabrati
Phone tumhara jab uthati
Kyun yeh dhadkane yun badh jaati
Pehle na kabhi hua hai aisa
Koi doosra laga apna ho jaisa
Koshishein karke bhi haari
Kya main ho jaaun tumhari
Bistar pe karvatein leke hasti
Khuli aankhon se sapne dekhti
Din kab raat mein yun dhal jaati
Koi bata de kya isse hi pyaar kehte hain?
Pehle na kabhi hua hai aisa
Koi doosra laga apna ho jaisa
Koshishein karke bhi haari
Kya main ho jaaun tumhari
Kya main ho jaaun tumhari
Kya main ho jaaun tumhari
Tumhari was written by Avanti Shivani Nagral & Hanita Bhambri.
Tumhari was produced by Keshav Dhar.
Avanti Nagral released Tumhari on Wed Jan 19 2022.