Tum Bewafa Ho by Stebin Ben (Ft. Arjun Bijlani & Nia Sharma)
Tum Bewafa Ho by Stebin Ben (Ft. Arjun Bijlani & Nia Sharma)

Tum Bewafa Ho

Stebin-ben

Download "Tum Bewafa Ho"

Tum Bewafa Ho by Stebin Ben (Ft. Arjun Bijlani & Nia Sharma)

Release Date
Thu May 20 2021
Performed by
Stebin-ben
Produced by
Payal Dev
Writed by
Kunaal Vermaa

Tum Bewafa Ho Lyrics

Jaane kyun bina barse hi Barishein guzar gayi
Naam aaya jeene ka to Dhadkanein mukar gayi

Tum Chale jo Gaye ho
Sab badal sa gaya hai
Reh gaye tanha hum zindagi mein

Tum Bewafa ho Sab jaante they
Phir bhi tumhe hum Dil maante they

Hamein bhi shahar mein Kayi chahte they
Phir bhi tumhe hum Dil mante they

Tere Waaste hum Teri Dillagi they
Tere dil mein hum to Kahin bhi nahi they
Tumhe chaahne ka Hai afsos humko
Is se bhale hum Akele sahi they
Aaj hum jaate jaatey Leke num dono akhein
Teri yaadein yahin chod jaayein

Tum bewafa ho Sab jaante they
Phir bhi tumhe hum Dil maante they

Hamein bhi shahar mein Kayi chahte they
Phir bhi tumhe hum Dil mante they

Tumne jo raatein So ke guzaari
Humne vo saari Ro ke guzaari
Hamari jagah tum Nahi isliye fir
Tum kaise jaano Wafaayein hamari
Ab yahin alwidaa hai Aaj se hum juda hain
Ek dooje ko hum bhool jaayein

Tum bewafa ho Sab jaante they
Phir bhi tumhe hum Dil maante they

Hamein bhi shahar mein Kayi chahte they
Phir bhi tumhe hum Dil mante they

Tum Bewafa Ho Q&A

Who wrote Tum Bewafa Ho's ?

Tum Bewafa Ho was written by Kunaal Vermaa.

Who produced Tum Bewafa Ho's ?

Tum Bewafa Ho was produced by Payal Dev.

When did Stebin-ben release Tum Bewafa Ho?

Stebin-ben released Tum Bewafa Ho on Thu May 20 2021.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com