Tsunami by Jokhay (Ft. JANI, Nabeel Akbar & Shareh)
Tsunami by Jokhay (Ft. JANI, Nabeel Akbar & Shareh)

Tsunami

Jokhay & Shareh & JANI & Nabeel Akbar

Download "Tsunami"

Tsunami by Jokhay (Ft. JANI, Nabeel Akbar & Shareh)

Release Date
Fri Jul 22 2022
Performed by
JokhayShareh & JANI & Nabeel Akbar
Produced by
Jokhay
Writed by
Shareh & JANI & Nabeel Akbar

Tsunami Lyrics

[Verse 1: Shareh]
Phasega mujhse tou pata hai kay fursat say lagengay tere bhi lun
Wou kar hi nahi patay yaha focus tou sunou yeh bars yeh therapy son
Zadatar kholti wou baal, wou bethi hai saath she’s making a bun
In for a treat, no tricks, mai abhi say kar raha ghost, intended pun
Cocky rappers bantay pussy feline
Mil kay baatain kartay tou tea time
Mujhe nahi pasand yeh gossips T sign
Mou sab bolay yeh sahi
Wou kehtay kay ban hi nahi sakta un jesa mai kehta hu theek bhai
Honestly bolu tu sahi, mujhse likhi jaati nahi koi weak line
No weak line, no weak punches
Door karey log jou rakhtay grudges
Taang tor du mai tujhe du crutches
Mere 16 kay agay nahi tere 36
Flow so cold tujhe dedеga frost bite
Lagey nahi call hongay zaya terе talk time
Mukhalif hai bakri hum greatest of all time
Ganay yeh drugs im the topboy
Khanabadosh ab dankay ki chot pay karengay puray yaha scene ko push
Baatien na chod, tu khou kay ab hosh, tu karega betey yaha dikhega kuch
Wou dhoonday milti unko kharabi nahi
Yeh lehray ab banengi tsunami sahi
Likh dena qabar pay realest G
Par wait, Shareh tou mara bhi nahi

[Chorus: JANI]
Hum saath hai, ya wou mere humzaat hein
Jaltay rahay, apni madad aap hein
Ab sochay nahi jahaan ka
Kat chuka hai raabta
Manzilein tou behisaab
Taraashay khud ka raasta
Ab sochay nahi jahaan ka
Kat chuka hai raabta
Fikar nahi kal ki
Bus hum sochay idhar aaj ka

[Verse 2: JANI]
Hai meri adat ajeeb, taqawa na rkhein dobara kabhi
Chup or Muhtaat rahein, hum lamho me krte kinara kashi
Mana der ki per durust ae bta jurm kiya hai?
Lahu se likhdi yeh shayari kesa na pora yeh sheher gae
Jokhay ya johri abhi dono mutasir is chamak se dekh
Ana adab se pesh meri hustle k paisoun ka alag se bag
Lage lafzo ki amad ko lahu ki beth
Idher Jitne mukhalif sb Sharam se dher
Seena zori seedha qabar mein peir
Brha qabil e tareef likhari houn kher
Whats beef ? me jb Kaam se maroun dimagh ki chotein
Smjhna chotey pehle bhi bola k Hasad is kala ki maut hai
Khalqat mein ghoomein yeh lerke nahi milte akele mein aker face to face
Anjaan the woh is khata se per ab is maqaam pr sunein sb Back to back
Kuch khas dill me he nahi me baaton chupaon jo kehdo me J nahi
Or esi bechaini na houn sochein bahal azmaishein zehni
Hum ese the nhi
Tera bura khuwab Lele dreamcatcher
Naam controversial pora scene cater
Beta hogi nahi tmse yeh team tackle

[Chorus: JANI]
Hum saath hai, ya wou mere humzaat hein
Jaltay rahay, apni madad aap hein
Ab sochay nahi jahaan ka
Kat chuka hai raabta
Manzilein tou behisaab
Taraashay khud ka raasta
Ab sochay nahi jahaan ka
Kat chuka hai raabta
Fikar nahi kal ki
Bus hum sochay idhar aaj ka

[Verse 3: Nabeel Akbar]
Rifle goli chale maray rival
125 mere gang wale rider
Merey enemy hogaye rip
Ab mera nhi tw phir kiska h title
Top 5 meri jgh bina label
Don life Talhah Yunus wala paper
Jese kurt cobain, hit kare cocaine
Bhoot bnke raat saari ghoomun sarkon pe
Pooch mera naam chotay tere larkon se
Humko tw chaapte wo saaley barson se
Mgr afsos mere dost tum log kbhi mar ke
Bhi mjh jesa ban nhi sakoge
10 saal hogaye saath betha Jokhay
Mein nai Raja mgr haal tw woi hogaye
Asla idhr lgtey khilonay
Load em load jese lgi jang honey
K-Town jidhr bol mein araun
Teri jgh tera ground tjhe bol k haraun
Janta hu pura north se mein south khodun qbr
Dafnaon tere saath tera crown
Ek raat mein kamaaun, ek raat mein uraaun
Chale raaj mera aaj jese mein hi badshaah hun
Agr yaar maanta hun, tw phir jaan vaar ta hun
Hun mein wafadaar kehte thora jaanvar sa hun, (bhari mjhme wafa kehte janvar sa hu)
Der lge tmhein mjhko samjhne mein
Manzil mout chalu mein jis rastay pe
Dil mein nhi khof jese marne ka shoq mjhe
Khara tayyar intizar karun hastay huay
Krte nql Meri mere Jesa bnkr
Jaayega Tu mar beta bilawaja matkar, hiphop mujhe kehte Idhar gabbar, mein Nabeel Akbar sher babbar

[Chorus: JANI]
Hum saath hai, ya wou mere humzaat hein
Jaltay rahay, apni madad aap hein
Ab sochay nahi jahaan ka
Kat chuka hai raabta
Manzilein tou behisaab
Taraashay khud ka raasta
Ab sochay nahi jahaan ka
Kat chuka hai raabta
Fikar nahi kal ki
Bus hum sochay idhar aaj ka

Tsunami Q&A

Who wrote Tsunami's ?

Tsunami was written by Shareh & JANI & Nabeel Akbar.

Who produced Tsunami's ?

Tsunami was produced by Jokhay.

When did Jokhay release Tsunami?

Jokhay released Tsunami on Fri Jul 22 2022.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com