Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Mohabbat mein naam kar ja
Tu mera naam leke mar ja
Yehi bas hai dawa teri mere deewane
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Karoon kya haye
Tu lele jaan bhi meri
Jo tere kaam a jaaye
Tu rakh de haath bas dil par
Mujhe aaram aa jaaye
Tu lele jaan bhi meri
Jo tere kaam a jaaye
Tu rakh de haath bas dil par
Mujhe aaram aa jaaye
Main tujhse pyar karti hoon
Magar duniya se darti hoon
Karoon kya haaye
Mohabbat mein naam kar ja
Tu mera naam leke mar ja
Yehi bas hai dawa teri meri deewani
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Subah se shaam tak yeh dil
Tera hi naam leta hai
Hai aisi baat kya mujh mein
Tu mujhpe jaan deta hai
Subah se shaam tak yeh dil
Tera hi naam leta hai
Hai aisi baat kya mujh mein
Tu mujhpe jaan deta hai
Tu kitni khoobsurat hai
Mujhe teri zaroorat hai
Karoon kya haye
Mohabbat mein naam kar ja
Tu mera naam leke mar ja
Yehi bas hai dawa teri meri deewani
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Badan tera hai ik shola
Mujhe jisne jala daala
Badan tera hai ik shola
Mujhe jisne jala daala
Teri baaton ne deewane mujhe paagal
Re mujhe paagal bana daala
Ise inkaar main samjhoon
Ise ikraar main samjhoon
Karoon kya haye
Mohabbat mein naam kar ja
Tu mera naam leke mar ja
Yehi bas hai dawa teri meri deewani
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Tera bemar mera dil
Mera jeena hua mushhkil
Karoon kya haye
Karoon kya haye x (3)
Tera Bemar Mera Dil was produced by Laxmikant-Pyarelal.
Mohammed Aziz released Tera Bemar Mera Dil on Wed Oct 25 1989.