The song is about Salar’s experience at Beaconhouse National University (BNU), Lahore and his rise as a musical artist. This is the first song in which he has used explicit lyrics and also his first rap single.
The picture used in the cover art was taken at Aitchison College, Lahore during his time...
Aaj main naya geet sunaoon ga
IG nayi beat bajaye ga
Speed main itni lagaoon
Jaise Larka 70 pe gaon ka
Joray bana kar main thoray tedhay medhay
Phir Kaan pe laga kar karoon uni ke pheray
Meray aagay peeche phirte hain saaray nonsense
Ab to last semester hai to aoo
Slass ke Ground mein thandi chaon hai
Ground ke benches pe Bhatty ka paon hai
Saath walay larkon se paper laaya Jeff
Mix karne lagay to lighter ghayab GUESS?
Hamaray khan saab hain haivaan sahab
Sheikh ki bhi brake nahin
Shah ka dimaagh nahin
I.T badnaam sahee
Ek chota Muji
Phir ek bara muji
Ek chota Khubbi
Sorry Khubbi ka chota
Rizzla hai mota
Bus kismat se aaya na moka
Warna classes mein katchway ke saath aata khota
Ayyy kisko kaise bhujaoon
Yeh music parhte phirte sunte
I.T ka sound hai aa tujhe sikhaoon
Dino mein chalay jaana
BNU ke hur bachay ne phir yeh gaana gaana hai
Slass ke Ground mein thandi chaon hai
Ground ke benches pe Bhatty ka paon hai
Saath walay larkon se paper laaya Jeff
Mix karne lagay to lighter ghayab
Yeh sun
Meray flow pe chalta hai mera mood
Meray zone mein milte hain laga ghoonth
Sharaab charhti nahin tujhe to pata mujhe
Bhaggay ke kush main lagwa doon
Main cake hoon tu darta kyun
Main tez hoon to larna kyun
Harkat ghalat se milta sabaq to
Maut se hai phir darna kyun
Yeh zubaan nahin asla hai
Safety nahin yeh chalta hai
Mat kar tu tung kardoon ga bund
Kyun Zak ke haath marna hai
Mat kar tu tung kardoon ga bund
Kyun Zak ke haath marna hai
Main saaray artiston ka 302
Abhi main mashoor nahin par jaan jayeinge woh
Saari zindagi maine bharay hain phone ke notes
Likhay hain taranay aur gaanay maine crore
To suno bhenchodon kamyaab main hoonga
Saari dunya mein mera naam bhi hoga
Shamas ki baghawat pareshaan tu hoga
Jhatka lagay ga
Kya se kya main bungaya
Kaise bun gaya
Main to lun tha
Dimaagh se kum tha
Kamaal hai ghum ka
Ab tu dekh
Pehchaan main kon hoon
Shakal to wohi par
Lagta koi aur hoon
Kyunke baat mein dum
Meri shayari main music ka firon
Baykhudi suntay jaise hain suntay turn me on
Pakistani logon ko milgaya Imran Khan
Ab to yeh wicket gayi hard ball ko rokay kon
Kabhi karoon sing to kabhi karoon rap
Kabhi MD to kabhi Xanax
Kabhi karoon drink to kabhi karoon tab
Baray dekhay log nahin itna koi MAD
Aur abhi bhi nahin tu samjha to beta tu bhaag ja
Tu iss level pe nahin aata
Ek call hee door hai Tiwana
Humein to chahiye bahana
Suno BC was written by Salar Shamas.
Suno BC was produced by Richie Beatz (USA).
Salar Shamas released Suno BC on Sun May 13 2018.