Haan humein puchta kaun ?
Vaise bhi ginti mein aane ki aadat nahi
Haan humein puchta kaun ?
Izzat kamani lagti ijazat nahi !
Haan humein puchta kaun ?
Vaise bhi ginti mein aane ki aadat nahi
Haan humein puchta kaun ?
Izzat kamani lagti ijazat nahi !
Aadha Jo paani
Vo bhara ke khali ?
Mein quarter mila du Paheli bhi jaali
Li chain ki saas mein
Pen jo haath mein
Likhta sense se
Saare bole mujhe 'Sensei' saath mein
Meri zabaan hilti thodi thodi zyaada
Kadam ek ek karke mein toh khelu jaisa pyaada
Raja ke saamne phir bhi kad mein aadha,,
Ye mukadme ke baad
VAADA
Hum bhi toh marte roz,ladte roz
Taaki kar paate shows
Aur kho detе hosh hum josh mein
Soch jo log dabochte bhoj se
Roz hum khojtе
Kitne raaste haan
Kam jo karne faasle haan
Hum tezi se bole toh saas le na
Aur naacgte bol par kaanch pe na
Kare na kabhi wo meri baat
Chale na kabhi vo mere saath
Khada akela jo
Jaagta mein saari saari raat
Samjhi mujhe meri aukaat
Hota savera jo
Bole mujhe ki mein khaas nahi
Udaa du mein sabko ek saas mein hi
Par hone laga ye ehsaas ki
Sabko lagta references hi BARS bhai
(NAHI)
Humein puchta kaun ?
Vaise bhi ginti mein aane ki aadat nahi
Haan humein puchta kaun ?
Izzat kamani lagti ijazat nahi !
Haan humein puchta kaun ?
Thandi mein deta kyu koi bh chaadar nahi?
Haan humein puchta kaun ?
Javaabon se behtar savaalon ke baadal bhai
Sote Raho kaam pe
Tum jaane-anjaane mein sote raho kaam pe
Sote Raho kaam pe
Tum jaane-anjaane mein sote raho kaam pe
Sote Raho kaam pe
Tum jaane-anjaane mein sote raho kaam pe
Sote Raho kaam pe
Tum jaane-anjaane mein sote raho kaam pe
Mein toh farzi ghaalib
Marzi maalik
Liya Saal Ek
Kholne Taale
Ab bhi saale jale
Banta maali
Daalta paani
Dete Gaali
Dekho kaise
Ab bhi saamne khade
Darta na kisi se kabhi bhi
Abhi bhi jhagde kyu hum yaha baap ke saath
Aur karta na mehengi gaadiyon ki baat
Ke hoga jo hua tha Pac ke saath
Toh naach
Parde bhi hone lage faash
Galti bhi hone lagi maaf
Bane mere yaha
Do-teen yaar bhi laash
Jo bhi maarte ghaas
Baatein karte khaas
Khaaste khaaste baat
Jaagte saari raat
Naachte saari raat
Yaadon ki baraat
Phir se nikli aaj
Gale mein kharaash
Phir bhi bolta aaj
HAAN
Toh aaya beat pe mein vapas
Under the speed limit toh receipt le le waapas,ye naa bas mein tere
Baje been mere kaan mein,mic mere haath mein toh scene saje raat mein
Ye khel hai shatranj ka hoti jo ismein matbhed
Kamaane mujhe paise
Really gotta get that check(cheque)-mate
I pump fake
Aur kude log seedha yaha conclusions pe
Ye hustle Organic, naa tere marketing solutions bey
Sote Raho kaam pe
Jaane-anjaane mein sote raho kaam pe
Azaad hu mein
Azaad hu mein
Toh sote Raho
Sote Raho
Sote Raho kaam pe
Badal gaya hu mein
Haan badal
Haan badal gaya hu mein
Tum JAANE ANJAANE mein
JAANE ANJAANE mein
Sote raho
Sote raho kaam pe