Sharmsaar by Karun (IND) (Ft. Ahmer)
Sharmsaar by Karun (IND) (Ft. Ahmer)

Sharmsaar

Karun (IND) & Ahmer * Track #5 On Qabool Hai (Deluxe)

Sharmsaar Lyrics

[Intro: Karun]
Lambo
Sharmsaar ghoomne laga hu
Andhakaar dhoondhne laga hu
Baalon se bhi khelne laga hu
Raat me bhi dekhne laga hu
Aadatein na meri poori hoti
Ilm majaazi hone bhi laga hu
Tujhse baatein kya chupana jaana
Dil-nawa bhi hone pe ada hu

Mujhe janne ka avsar tujhko diya na he
Diya na he, diya na he, diya na he

Mujhe janne ka avsar tujhko diya na he
Diya na he, diya na he, diya na he

[Chorus: Karun]
Aaja me jaane jaa tujhe le chalu kahi door
Jail se ye kaid se kahi milo koso door
Aaja me jaane jaana tujhe le chalu kahi door
Jail se ye kaid se kahi milo koso door

Diya istefa hai ye iltejaa hai lab pe
Haqeeqat se to dil he paake kabke
Sajde rasto pe paake rab se
Me tumse hi to sar zameen hu
Naqshe kadampe tera hum nashime
Tu jane mere sare nuqs-aib
Mere sare dukh kaid
Teri hazari tu kaif
Badnami ka jo bewajah mael
Mite ab tumsehi jo tum nhi
Toh shayd sach na jane koi kabhi mera
Lazmi he nafrat inki
Yaad mujhe meri ab bhi maqsad tumhi
Nafs ka fitoor
Tere aks me vo noor
Jise paane ke liye me sharmsaar majboor
Ghulam tera
Hoome gunhegaar
Par dua se ha
Ho chuka azaad

[Chorus: Karun]
Aaja me jaane jaana tujhe le chalu kahi door
Jail se ye kaid se kahi milo koso door
Aaja me jaane jaana tujhe le chalu kahi door
Jail se ye kaid se kahi milo koso door
Kahi door
Kahi door

Mujhse janne ka avsar tujhko diya na he
Diya na he, diya na he, diya na he
Mujhse janne ka avsar tujhko diya na he
Diya na he, diya na he, diya na he

Aaja me jaane jaan tujhe le chalu kahi door
Jail se ye kaid se kahi milo koso door
Aaja me jaane jaana tujhe le chalu kahi door
Jail se ye kaid se kahi milo koso door
Kahi door
Kahi door

Sharmsaar Q&A

Who wrote Sharmsaar's ?

Sharmsaar was written by Karun (IND) & Ahmer.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com