[Verse]
Tareke mai baitha hain lekhe ye verse maine bare bareke sai , khud ko sekha raha jene k sare tareqe saleqe sai . Lafzo ke amad , kano mai suno mai dhemme sai
Jalane chala naqshe jo bhe bane mere dil ke dewaro pai , Sufi sa banda mai dard o Zamane sai tang ake baitha maikhano mai
Esss awara ko Kia hai gwara
Muhallo mai guzre ye shame q tano mai
Baqe gunnaho ko chor , Aj kal to ata ye gano mai
Lehja na samjhe ye bande uljhay pare mere sawalo mai
Elm ke talab mai , taleb elm khara qataro mai, uljah sa rehta sawalo mai , andhero mai jugno wo dhondo par baitha gwaro mai
Niyat pai daro madar amalo kai
Wafain kese honge kamil mjhy , mukhlis na mila koi salo mai
Na mumkim lage
Dil mai basa jo wo dil mai basa le
Ujra sa rehta hun khushiyoin sai , daman pakar wo ghum he bhula de , gumrah hai manzil Koi rah dekha de
Jhoota ye jag lage , toote se dil ko bana k Tu rootha mana le
Soda e wafa mai hum dete nai lare , Bhula ke Ramsay hum qasmay nebhate
Jhoote wadain tere leke ye zindagi kese sambhale
Khushyioun sai waqif Zmana ye ghum ko Kia jane
Ab herat se hoti jub mili koi moqa khushi ka
Ye zalim zamana Kia samjhe ga ghum wo jo khud pai na beta
Bhol he na pawn manzar e mayat jo ankho nai dekha
Ashqo sai panne ye gele mai qalam sai lekhon har ye lafz ye sanjeda
Dunya k masle karade ye jurm maa ke cok sai Maine sekha
Arze dunya , Na koi kisi ka
Pekha sa lage ye jag shamo mai dobe ye Man mera bhega ..
Ghamo pai tazkarai hote kia alam hai manzar kashi ka
Tasawur karon naqshay baitha Phir lekhon mai ban k musawwir
Hal hu mai kal k ye bete
Culture jo tv pai Dekh ke to sekhe wo sa hun mai jeke
Mekhano mai karon mai zya ye tali ho jate jo peke
Sukhe nai zakham ye taza seyahe se panne hai bhege
Jaibo sai bhare hai note par hatho mai paise nai teke
La hasil se hasrat
Mai mango wo shey nai jo paiso mai beke
Ate jate ate mere
Mood swings
Nashe mai dhud hoke Losing my things
Chare nai ganja bhai pour me some drinks
Khud k zameer sai he ate hain ghinnnn
Khud k aibo ko chupa ko nabena sai ban k guzare hum jind
Guzre na shame na lage ye dil ek umer sai mout ke raho mai baitha mai geno ye Din!
Ek umer sai mout ke raho mai baitha mai geno ye din
Sanjeeda was written by Yas The Underdog.
Sanjeeda was produced by .
Yas The Underdog released Sanjeeda on Fri Oct 01 2021.