Meesha Shafi & Sanam Marvi & Wajiha Naqvi & Zara Madani & Sehar Gul Khan & Fariha Pervez
Mehdi Maloof
Fariha Pervez & Ali Noor
Rahat Fateh Ali Khan & Zara Madani
Wajiha Naqvi
Ali Pervez Mehdi & Meesha Shafi
Sehar Gul Khan
Zara Madani
Umair Jaswal & Sanam Marvi
Sanam Marvi
Aizaz Sohail
Bohemia
Bohemia’s latest single performed for the Coke Studio 2020.
Listen to this rap tale where BOHEMIA talks about his struggle as an artist and the downside of fame.
[Intro]
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
[Verse 1]
Suno daastaan kahaani meri
Bachpana jawaani meri
Jis doobte ko bachaaya
Wahi bhare kashti mein paani meri
Ab yaad aaya thoda-thoda?
Aawaaz pehchaani meri?
Bohemia rap game, mehrbaani meri
Maine jo industry ko lahu dohl de diya
Ab sooraj ki tarh jale ye diya
Bol mere patthar pе lakeer
Rap kiya eejaad
Yaani teri taqdeer badli wajah se meri
Mujhе hataaye kaun jagah se meri
Jo mere baad meri aulaad jaise
Aabaad dua se meri
Par jaise bhool jaati school ki kitaab
Mitne lagi ab pahchaan dunya se meri
[Chorus]
Andheron mein shamaa hoon main
Bina lafzon ke nagma hoon main
Andheron mein shamaa hoon main
Bina lafzon ke nagma hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
[Verse 2]
Tanha yaani alag main sabse aaya
Desi industry mein jabse laaya mujhe bollywood mein akshay
2002 mein kalam mere haath ke beech
Mainne haath se daale khaad mein hip-hop ke beej
Ab ye beej mere boye dekho ban gaye pedh
Ab in pedon ki chhaon men baitha jaise sher
Ab ye jangal shaan meri
Inke pedon men jhadon se phalon tak jaan meri
Par jaise jaise kaṭe ik ik peṛ
Mitne lagi ab pahchaan dunya se meri
Duniya se meri, duniya se meri, duniya se meri, duniya se meri
[Chorus]
Andheron mein shamaa hoon main
Bina lafzon ke nagma hoon main
Andheron mein shamaa hoon main
Bina lafzon ke nagma hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Saari duniya ko mil ke tanha hoon main
Tanha hoon main, tanha hoon main, tanha hoon main
Tanha hoon main, tanha hoon main, tanha hoon main
Tanha hoon main, tanha hoon main, tanha hoon main
[Outro]
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
Meri ye daasataan sunyo mujhse dilbar pyaare
Meri ye daasataan
Tanha hoon main
Saari Duniya was produced by Rohail Hyatt & Coke Studio Pakistan.
Bohemia released Saari Duniya on Fri Dec 25 2020.
Rohail Hyatt:
Bohemia tells us about the plight of being used as a disposable commodity by the ‘music industry’ but he roars back with his conviction and self-belief! I’m the light in darkness he says! He narrates how he felt cut down by the politics of the music industry! And yes, politics can get...
Bohemia:
In Saari Dunya, I am describing Bohemia as an artist being introduced to the industry, coming (of age) into the scene, planting seeds into the soil and seeing them grow, seeing them get to a level now where those trees have to be used for other purposes.
— Via The Express Tribune