[Intro]
H-E double L-A-C, boi
306
That's how we do it!
[Tag:]
Refix got the beat boy!
[Verse 1]
Har din kiya scene
Kisne pal rakha khot tha
Khudka hi sochta na
Chod pala roz ka
Views nahi aate the
Koi nahi dost tha
Aaj views mere Badrele
Har koi puchta
Tu chup tha toh chup reh na
Bhai bola shot toh fir
Matter me ghusneka
Inlogka kaam hi hai
Logo ko lootneka
Masle me fas mat tu
Hal nikal masleka
Ek le me 10 lega
Bhai logko chodke tu chaatrela maadi ki
Soch zara mushkil me maadi wo kaha pe thi
Full power chalreli public ki Aashiqui
Jaanta hai fayda par raah chune ghate ki
Apni nahi chavi kon fir bhi bohot hard hai scene
Shooter hai apni wo jaise wo mazikeen
Nakli nahi pehenta bhai asli ka hu shaukeen
Banda hu desi par deta pardesi feel
[Chorus]
(O pardesi)
Jaanta ni kaun bacchi, jaanta ni kaun bacchi!
(O pardesi)
Jaanta ni kaun bacchi, jaanta ni kaun bacchi!
(Naino me sapne hazaar)
(Hey re mai thara pardesi)
(Hey re mai thara pardesi)
[Verse 2]
Dukh me sambhala meko kaun ?
Sambhala hu khudko me jese mary kaum
Drugs me tha fasa bacchi now am getting cured
Baki shawties ki ginti nahi sanju baba zone
Dekh hellac aayela leke naya daur
Overrated hai log inke gaane kare bore
Internet pe ye G bane samne kamzor
Commercial gana feku toh fire on the floor
Baaki dil nahi hai saaf toh fir door rehneka
Tu hai neech toh fir lund ko kar kiss bolega
Jitna mehnat kal kiya safal hoyenga
Aaj fal milega kal double milega
Baaki Br pe baat matlab baat apne gharmeki
Dharam pe aata toh
Dikhe chatrapati
Delhi bhi sunta hai
Vibe apni bombay ki
Rachdala ramayan
Bhai tera walmiki
[Chorus]
(O pardesi)
Jaanta ni kaun bacchi, jaanta ni kaun bacchi!
(O pardesi)
Jaanta ni kaun bacchi, jaanta ni kaun bacchi!
(Naino me sapne hazaar)
(Hey re mai thara pardesi)
(Hey re mai thara pardesi)
[Verse 3]
Bars barse kabhi bhi
Bin mausam barsaat hai
Vibe aisi barsaate
Pardesi thasjaate
Sote kam sapne poore
Karne ham jaage
Kaise jeetega bina marathon bhaage
Kaafi pareshaan kiya hu me sab jaanke
Tabhi toh ghutno pe maafi maangu maa se
Maa na de sath toh fir bheje ko sirf trass hai
Maa jab de sath toh fir banda ye bindass hai
Indian hip-hop me jitne bhi rappers hai
Hellac sa versatile koi nahi hai bol jaake
2015 me pehla gaana drop hai (Suna kya?)
2022 tak likh dala itihaas hai (Itihaas)
[Outro]
2022 tak (That's how we do it!)
2022, takeover scenes, bithes!
O pardesi
O pardesi
Naino me sapne hazaar
Hey re mai thara pardesi
Hey re mai thara pardesi
Pardesi was written by Hellac.
Pardesi was produced by Refixmusic.