[Intro]
[Crying sound]
Nihar... aye nihar kay jhala kashala radtos
Kai jhala bol na... aare bol
Huh, ye dekh maa baap chale gaye ab apne chachi ke sar par bojh bankar baitha hai ye
Aise logo ka bhavishya kuch nahi rehta
Kaise gaane banata hai ye, ekdum vahiyat ladka hai ye
Hahaha... lavaris saala...
[Verse 1]
Gairo ki dhup thi mujhe na thi apnoki chatra chaya
Tabhi toh dil ko pata na hoti kya feelings, ye dil bad dhak dhakaya
Harke girke uthke jeetke khudke pith pe main thap thapaya
Dil ke tukde jo girgaye tutke main silke unhe ye waqt laya
Jabhi tu maa ki godi mein jake sota tha
Tabhi toh main raat mein kone mein jaake rota tha
Kabhi nakhun se jaake deewar pe kharocha
Kabhi haath se apne aap kе main chate parosa
Sabhi daantein tab aansu maine aakh mеin tha roka
Sab bhaadme gaye maine ghum baatne ka socha
Mujhe baap ne chod ke door bhagne ka socha
Hua paida aur mera durbhagya hi woh tha
Jab baat karne jata mere songs tu
Jaanle tab kiya maine bhi kaafi hai contribute
Quarantine hua pada body mein devil
Par dene wale mujhe kal gods tribute
Mujhe laga tha mein khudpe sawal
Par main sabka jawab jaise number 42
Kat ta gaya iss anaath ka naak
Coz y'all slept on me jaise main prostitute
[Chrous]
Aye mere atit
Dafna de mujhe
Anaath ho gaya hu
Tu apna le mujhe
Chatt hata hai jo
Toh ghar ghar nahi lage
Tham gaya hai sab
Har pal yahi lage
[Verse 2]
I am married to the game
Aur meri yaha koi mohtarma na
Maa ke kokh mein jeeteji
Mujhe vibe aaya tha abortion wala
Andhere ko maine kar roshan daala
Khudko maine yaha pe bhot sambhala
Kalega kata logo ne mujhe vibe aaya post moterm wala
Ungli pakad ke chalna sikhye mujhe
Mila nahi aisa farishta
Socha maine mera koi nahi toh
Upar wala dikhayenga karishma
Par baat aagayi mere dhayan mein ke
Upar wala bhi mera hargij ha
Mera dard bhulaye aisi dawa nahi
Mujhe banaya aisa mareej tha
Main chahta toh line kheechta
Par chuna main line likhna
Zinda laash ki tarah main jeeta
Rehta nahi tha kuch bhi maine itna
Mujhse bacha nahi kiska rishta
Suraj ko dikhane chala main syska
One of the best banane ki hai khujli
Mujhpe kaam nahi karte ye itch guard
[Chrous]
Aye mere atit
Dafna de mujhe
Anaath ho gaya hu
Tu apna le mujhe
Chatt hata hai jo
Toh ghar ghar nahi lage
Tham gaya hai sab
Har pal yahi lage
Orphan was written by Nazz (IND).
Orphan was produced by Audiocrackerr.
Nazz (IND) released Orphan on Sun Jun 27 2021.