Nazariya by Nazz (IND)
Nazariya by Nazz (IND)

Nazariya

Nazz (IND)

Download "Nazariya"

Nazariya by Nazz (IND)

Release Date
Sun May 01 2022
Performed by
Nazz (IND)
Produced by
Audiocrackerr
Writed by
Nazz (IND)
About

In this track Nazz talks about himself but from a second person perspective, where he talks about how he felt when he was depressed, and how he recovered, and how he sees the world now. In total this whole track is a emotion.

Nazariya Lyrics

[Tag:]
Aye-yo-audiocrackerr

La-la-la-la-hmm
Uhmmmmm

[Chorus]
Jhelunga main hasker
Mujhse krao pyaar ya mujhse karo nafrat

Jhelunga main haskar
Mujhse karo pyaar ya mujhse karo (Hmm umm)

Har roj subah uthta hai wo neend se
Khud se gheen use, feel karta guilty
Din khilte hi sochta, kab beet jaayega din
Aur complete karke din phir kabhi aayegi neend
Kyun ki neend me hi lagta use sab kuch theek
Sirf ek din me hi lagta use sab kuch weak/week
Kuch karne jaau tabh kehta mat kar kuch bhi
Maaf kar dena agar wo kahe galat kuch bhi
Use samajh nahi aara kuch, he lost his senses
Leta hai stress sirf or rehta hai tense me
Wo rehta agar lady toh karta wo express
'Cause nobody givеs fuck to whatever man says
Dekhta tha dusro ko aagе badhte jab
Wo hota tha Insecure or thoda sa jealous
Jab wo saamne sab hoke bhi kuch dekh nahi paaya
Tab mehsoos hora tha mujhe dora ka dard
Wo sochta tha wo kaafi hai badsoorat
Aur kyun nahi skin ka uske gora sa colour
Main toh proudly bolta ke brownie hun
Tu wow bhi bolegi, mujhe thoda sa toh chakh
Main aaj bhi hun wahi insaan
Par usme aur mujhme thoda sa farak
Jeene ki dhundhi maine wajah ab
Usne maut ke raaste rakhne socha tha kadam

[Chorus]
Jhelunga main hasker
Mujhse krao pyaar ya mujhse karo nafrat

Jhelunga main haskar
Mujhse karo pyaar ya mujhse karo (Hmm umm)

Jhelunga main hasker
Mujhse krao pyaar ya mujhse karo nafrat

Jhelunga main haskar
Mujhse karo pyaar ya mujhse karo (Hmm umm)

[Verse 2]
Hey money, what's up? (Hii)
Tune poori duniya ko seekhadi hai beimaani
Wo bolta tha ke main jhukega nahi
Par kisi ko bhi jhuka sakte rupay buddy
Wo physically lagta hai theek mujhe par
Sick lagta mujhe wo mentally
Wo trust nai karta kisi pe bhi
San kuch fishy lagta jaise wo bengali
Usne na pop koi pills ki, mujhe dikhta phir bhi
Uski aankhon me deeply ke he needs it
Wo haste khelte sab karna chahta par
Uska depression banke aata Will Smith
Iss duniya me peace bhi, aur wo dekhna hai clearly
Toh phir aankh kholni padegi teesri
I mean it's eye of knowledge
And I've got it
Kaise handle karte human species
Use lagte sab sarfaraz, jo denge use dagha
Par hai wo uske andar ka darr bhai
Aur sochte har time wo rehta bas kalka hai
Aur sawalo pe apne hi wo fasta hai
Tujhe sukh chain maangta hai yahi ek mantra hai
Ke aaj me hole thoda safal bhai
Tabhi toh future, past, dono ko chhodke aaj
Main present me rehta hun (That's a surprise, yeah)

[Chorus]
Jhelunga main hasker
Mujhse krao pyaar ya mujhse karo nafrat

Jhelunga main haskar
Mujhse karo pyaar ya mujhse karo (Hmm umm)

Jhelunga main hasker
Mujhse krao pyaar ya mujhse karo nafrat

Jhelunga main haskar
Mujhse karo pyaar ya mujhse karo (Hmm umm)

Nazariya Q&A

Who wrote Nazariya's ?

Nazariya was written by Nazz (IND).

Who produced Nazariya's ?

Nazariya was produced by Audiocrackerr.

When did Nazz (IND) release Nazariya?

Nazz (IND) released Nazariya on Sun May 01 2022.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com