Sahil Badal
Gaush
Kayden Sharma
Mrunal Shankar
Poet Shaf
Vijay Dada
Bob.B Randhawa
Jaya Rohillaa
Prince the artist Singh
Rap ID
Shady Mellow
UDAY (IND)
Meetoride
100 RBH
Bassick
Burrah
lekhak
Mndp
Shen B
Vish (IND)
Jaya Rohillaa
lekhak
Meetoride
Mndp
Prince the artist Singh
Shen B
100 RBH
Sahil Badal
Gaush
Kayden Sharma
Mrunal Shankar
Prince the artist Singh
Rap ID
Vijay Dada
Bassick
Bob.B Randhawa
Burrah
Poet Shaf
Shady Mellow
Shen B
UDAY (IND)
Vish (IND)
Kayden Sharma
Bassick
Vijay Dada
Bob.B Randhawa
Shen B
Vish (IND)
Sahil Badal
Gaush
Prince the artist Singh
100 RBH
Mrunal Shankar
Rap ID
Poet Shaf
Burrah
Shady Mellow
UDAY (IND)
Sahil Badal
Poet Shaf
Rap ID
Burrah
Kayden Sharma
Shen B
Bassick
Gaush
Vish (IND)
Prince the artist Singh
Vijay Dada
UDAY (IND)
Bob.B Randhawa
100 RBH
Poet Shaf
Shady Mellow
Mrunal Shankar
Shady Mellow
Bassick
Bassick
UDAY (IND)
Bob.B Randhawa
Mrunal Shankar
Kayden Sharma
Shen B
Poet Shaf
100 RBH
Burrah
Gaush
Vijay Dada
Vish (IND)
Prince the artist Singh
Rap ID
Prince the artist Singh
Shen B
Vijay Dada
Gaush
Mrunal Shankar
Bassick
100 RBH
Burrah
UDAY (IND)
Vish (IND)
Rap ID
Shen B
Bob.B Randhawa
Poet Shaf
Kayden Sharma
Poet Shaf
UDAY (IND)
Vish (IND)
Kayden Sharma & Vijay Dada
Bassick & UDAY
Burrah & Rap ID
EPR Iyer & Mrunal Shankar
Bob.B Randhawa & 100RBH
Gaush & Shen B
Bob.B Randhawa
100 RBH
EPR Iyer, GAUSH & Mrunal Shankar
Shen B, UDAY & 100RBH
Burrah, Bassick & Vijay Dada
Bob.B Randhawa, Rap ID & Kayden Sharma
Shen B
Bassick
100 RBH
Rap ID
Kayden Sharma
Burrah
Gaush
UDAY (IND)
Bassick
UDAY (IND)
Kayden Sharma
100 RBH
Mrunal Shankar
Vijay Dada
100 RBH
UDAY (IND)
Mrunal Shankar
Kayden Sharma
Bassick
Vijay Dada
Various Artists
Various Artists
‘Nasamajh’ by Uday is a deep, philosphical, introspective track wherein Uday talks about the world around him and how ‘nasamajh’ (mindless) it is.
[Intro]
Ye duniya toh ajeeb hi shuru se
Kaafio ko yahaan jeene ki na wajah di
Soche bhi na zara bhi
Koi bhi kuchh karne se pehle bas soche doosre ki saza ki
Mere paapon ke saath kala ka ghada bhi
Jab chot padi kisiko toh shraap de vo doosre ko Karma ki
Magar iss hisaab se toh jise chot lagi asal mein kya bhaari uska Karma nahi?
[Pre-Chorus]
Kyun
Yahaan bekhabar hi bekhabar ko jaane vo bhi darr se rehta
Door
Main bhaaga apne ghar se, Mera ghar toh bann chuki thi bas ab
Tu
Bas dekhun chaaro taraf hi har jagah, bas main bolun kya hi
Khoob
Kyun
[Chorus]
Kyunki duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh, ye duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh, ye duniya saari nasamajh
Main koshishein bhi kari, toh bhi koi yahaan pata mujhko na samajh
Yahaan nasamajh bhi na samajh ke bole sabko "Nasamajh"
Main bhi aata duniya mein, toh main bhi thehra nasamajh
[Verse]
Kya tum thodi duniya ko samajhte ho?
Thode bhatakte, vahi thode se badalte log
Kuchh vaade tode, har kadam par ye kasam ke chor
Aur kuchh bas thak gaye aur so gaye hai kab ke vo
Uthte hi sunne mili das baatein
Pehle jaisa lagta nahi, to mujhe lagi sach baat hai
Dinon mein main rehta band tha, pehle bhi bas ab saare
Din mujhe dikhte hi nahi ye, khaali bas raatein, bas raatein
Kuchh puchhe mujhe ki 'ab aaj kal aap kyun ni rote?'
Jab peechhe dekhun saari wajahein bhi dur hi hogye
Subah hone se pehle hi hoon main sojata, toh kaise ho savera, kaise hone wala Surya-Uday?
Ab khudse baitha juda main
Sochun 'kya main sulake ab khud aake kar sakun khud se sulaah main?'
Par kaise khud ki baatein bhulaake
Main khuda se bhi puchhun 'kya tu khuda hai ya khuda ka bhi khuda ek?'
Main ruka vahi aaye nahi tum
Hum roshni ke aage magar saaye rahe ghum
Jo diary main bharta tha vo diary bhi chup
Vo shaayari hai khush kaise jab shaayar hi nahi khush?
Meri naarazgi jab tumse tabh tum khafa hoti
Kya tum bhi nasamajh ya aakhir mujhe saza dogi?
Phir sochun saza hogi sapne saare bikhrege
Par sapne poore ho gaye toh jeene ki kya wajah hogi?
Chot puraani phirse aaj lagti nahi
Jeet na miley par vo haar tak hi sahi
Vo jisse karti pyaar vo usse karta nahi
Aur vo kare jise vo usse pyaar karti nahi
Zinda uthade jo vo neend nahi hoti
Ghadi ki sui atki dhaai par vo teen nahi hoti
Agar Ganga mein jaate paapi paap dhone, toh jo paap karte na unko kya Ganga naseeb nahi hoti?
[Pre-Chorus]
Kyun
Yahaan bekhabar hi bekhabar ko jaane vo bhi darr se rehta
Door
Main bhaaga apne ghar se, Mera ghar toh bann chuki thi bas ab
Tu
Bas dekhun chaaro taraf hi har jagah, bas main bolun kya hi
Khoob
Kyun
[Chorus]
Kyunki duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh, ye duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh
Ye duniya saari nasamajh, ye duniya saari nasamajh
Main koshishein bhi kari, toh bhi koi yahaan pata mujhko na samajh
Yahaan nasamajh bhi na samajhke bole sabko "Nasamajh"
Main bhi aata duniya mein, toh main bhi thehra nasamajh
[Outro]
Ye duniya lakeer jo mitti chali jaati jitna tum usse kheenchtein
Vo safar bhi kya safar, jo aadha chhode na musafir beech mein?
Khair ye duniya toh nasamajh, main safar ki shaanti ko poora sokh liya
Khair tu hi toh duniya hai meri, aur hum ek hi hai
Tabh hi nasamjhi mein safar adhoora chhod diya