A melancholic sentimental ballad about the tribulations of a broken relationship.
King excels his art of creating gut-wrenching melodies and wordplay with Na Jaa Tu. Projected to experience similar trajectory as his last certified Gold Single Ektarfa because of it’s lyricism and mood.
Be prepared to...
[Intro]
Naaaaa
Naaaaa
I don’t wanna run away (Naaa)
I don’t wanna miss you babe but
I can’t help myself
I’m loosing you
Tell me what to do nahh
Ek dusre ko jaante
Itna to kar hi sakte hai
Tu mujhko mauka de
Chahe dhoka de
Bass
[Chorus]
Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bas
Main khoya hun
Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bas
Main khoya hun
[Verse 1]
Tu lagti shamaa si thi
Jeene ki vajah si thi
Ek din yun hi chal uthi
Main soch mein tha padh gaya ke
Jaane kya khata hui (Khata hui)
Ya yuhi bewafa hui (Bewafa hui)
Ya dil se khelne ka shauk tha tujhe pad gaya
Ab toota sa bikhra sa ghoomun main raaton mein
Asmaan dekha taare barbaad ho gaye
Hum the napaak ho gaye
Saare gande kaamon mein haath ho gaye
Pyaar ki safedi se saaf the
Dhokon ki laali se laal ho gaye
Hum the napaak ho gaye
Mеri chot dekh dard bhi maaf ho gaye
Yoon tum peecha na karo
Mujhko ab jaane do
Theek ho jaunga main
Fir sе aunga main
Aisi baatein na karo
Jinse dil dukhta hai
Jab theek ho jaunga main
Tujhko bataunga
Main Kyu Marta hun
Teri ek chhoti si muskaan bhi ab dekhne ko
Tarsa hun
Main kyun
Karta hun saari ye baatein taki
Sun le tu main kehdu bass
[Chorus]
Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bass
Main khoya hun
Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bass
Main khoya hun
Yoon Tum Pichha Na Karo
Mujhko Ab Jaane Do
Theek Ho Jaunga Main
Phir Se Aaunga Main
Aisi Baatein Na Karo
Jinse Dil Dukhta Hai
Jab Theek Ho Jaunga Main
Tujhko Bataunga Main