Koshish hai bas, socha hai ye
Jaisa hoon main, waisa hai ye
Sochu ki hoon kaisa main
Main batua hoon aur paisa hai ye
Chirkut figure sa
Biskut pakadta
Split tea cutting
Main phirta susudta
Sikha tu tujhko kismat pe chalna
Magic ghadi ke kab cell badalna
Tujhe jaanu na main
Mujhe jaane hai tu
Tujhe jaane na du
Pehchaane hai tu
Obtuse karne khade cute angle
Sangam ke hisse hum
Full surrender
Nahi maane phir se
Dikhla du tujhko wahi
Kehta jo tu hoon main
Pyas aisi lagi
Sochiye ye tumhe chahiye ki nahi
Dekho duniya ise dhundhe chaahe kahin
Tujhsa na karishma
Maine dekha kahin
Itraati hai kaafi
Par, par main behka nahi
Teri aankhon se keh du
Baby yeh mеra pesha nahi bas
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milеga kahin par
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin par
Haan, haan
Main baitha yahin
Har ghante paani peena hai
Yeh jeevan humko jeena hai
Insaan bada kameena hai
Par jeevan hai toh jeena hai
Mujhsa na milega kahin par
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin par
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin par
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin
Tinka chhupa main teri daadhi mein
Laundiyan ghumaati mujhe gaadi mein
Pleatein du saja main teri saadi mein
Sapne dikhata vo bhi bhaade ke
Kathina ka dost
Uncleon ka josh
Botalon mein hosh
Birthday partiyon ka host
Didion ke honth
Shuddhi ki soch
Bank ke note
Pant v coat
Koshish hai bas socha hai ye
Jaisa hoon main waisa hai ye
Sochu ki hoon kaisa main
Main batua hoon aur paisa hai ye
Usey jaanu na main
Mujhe jaane hai vo
Mujhe jaane na de
Pehchaane hai vo
Drishti samajhta
Shraddha ka phal tha
Bheja idhar ki hal kar samasya
Nahi maanu phir bhi
Dikhlata mujhko wahi
Kehta jo vo hoon main
Aas aisi lagi
Sochu ab ye mujhe chaahiye ki nahi
Dekhu duniya, isey dhundhe chaahe kahin
Tujhsa na karishma
Maine dekha kahin
Itraati hai kaafi
Par, par main behka nahi
Teri aankhon se keh du
Baby yeh mera pesha nahi bas
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin par
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin par
Mujhsa na milega kahin
Har ghante paani peena hai
Ye jeevan humko jeena hai
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin
Insaan bada kameena hai
Par jeevan hai toh jeena hai
Mujhsa na milega kahin
Mujhsa na milega kahin
Mehndi hi toh henna hai
Duniya mein humko rehna hai
Bola na ja sakta jo
Sab vo humko kehna hai