mein tera by Maanu & Abdul Hannan
mein tera by Maanu & Abdul Hannan

mein tera

Maanu

Download "mein tera"

mein tera by Maanu & Abdul Hannan

Release Date
Fri Aug 08 2025
Performed by
Maanu
Produced by
Maanu
Writed by
Maanu & Abdul Hannan

mein tera Lyrics

[Verse 1: Maanu]
Ajab si hai yeh pyaar ki daastaan
Teri aankhon may basay woh pal hi hain wajah, mhmm
Ranjishon ki intehaa laayi iss dagar pe
Bikhra teri yaad ka aanchal
Milay naa teri dhoop ab mujhe agarche
Andhere may yeh aangan
O ay mere Khuda, mujhko samjha
Kaise chalta mohabbat ka kaarwaan?
Leta rehta hoon bas uska naam
Jo nahi hai ab yahan

[Chorus: Maanu]
Haan, meelon ka hai yeh faasla
Saza-e-ishq hai kuch iss tarah
Ke adhoora sa yoon lagne hai laga
Ghum puranay darguzar tu kar zara
Khaas tha jo mere tere darmiyaan
Kar naa paaya kyun mein tujhse yeh bayaan
Ke tu hi hai meri, hoon mein tera
Aur tere gird ghoomay yeh jahaan

[Post-Chorus: Maanu]
Hmm, ghoomay yeh jahaan
Hmm, ghoomay yeh jahaan
Ghoomay yeh jahaan

[Verse 2: Abdul Hannan]
Jaise dhalte sooraj ki roshni
Waisi hi thi woh unkahi si baat, mmm
Khojta rehta tere nazaray
Poochta hoon, bata tu kahan re?
Sajna sanwarna yaad aaye
Reh gaye tou bas yeh kinaaray
Ay mere Khuda, mujhko bata
Kya yehi hai mera imtehaan
Ke woh dard barhta raha
Par jab tak hai jaan karenge hum pyaar?

[Chorus: Abdul Hannan]
Haan, meelon ka hai yeh faasla
Saza-e-ishq hai kuch iss tarah
Ke adhoora sa yoon lagne hai laga
Ghum puranay darguzar tu kar zara
Khaas tha jo mere tere darmiyaan
Kar naa paaya kyun mein tujhse yeh bayaan
Ke tu hi hai meri, hoon mein tera
Aur tere gird ghoomay yeh jahaan

[Post-Chorus: Maanu]
Hmm, ghoomay yeh jahaan
Hmm, ghoomay yeh jahaan
Ghoomay yeh jahaan

mein tera Q&A

Who wrote mein tera's ?

mein tera was written by Maanu & Abdul Hannan.

Who produced mein tera's ?

mein tera was produced by Maanu.

When did Maanu release mein tera?

Maanu released mein tera on Fri Aug 08 2025.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com