Meri jaan, Mujhse rutha na tu kar
Tere siva mera dil kahi lagta nahi
Meri jaan tujhe kho kar paaya hu
Teri aankhon pe yeh aansoo jachta nai
Meri jaan tera sajda karu
Teri yaadon mein main firta rahu
Meri aakhien tujhe bhuli nahi
Teri baaton ko main sunta rahu
Teri baatein mere siir pe chadi
Hasati rulati rahi
Barsat bhi aake chali gayi par
Teri hai yaadien yahi
Kya dekhege taare kabhi sath
Kya aayegi laut ke woh raat
Kya badlenge kabhi yeh halaat
Kya jude toh padegi fir गांठ
Kya kabhi bulane par tum
Ek baar mein aaogi
Kya kabhi zamane ko bhul
Kahani ko meri misal banaogi
Ya kabhi nahi laut ke aaogi
Ya kabhi nahi laut ke aaogi
Main kavii hoon is bar bhi tumko rulaunga
Main sahi tha aur aj bhi wahi dohraunga
Aur kabhi tum kho bhi jao toh
Main hi tumko dhundte aaunga
Aur kabhii tum dur bhi jao toh
Khat main tumko likhta jaunga
Par kabhi masoom se dil pe
Milke thodi si rahem tum karna
Phir kya maloom ki yeh
Dastoor mein likha ho
Kis din milna!!
Meri jaan, Mujhse rutha na tu kar
Tere siva mera dil kahi lagta nahi
Meri jaan tujhe kho kar paaya hu
Teri aankhon pe yeh aansoo jachta nai
Milne toh aaya tha tujhse main
Bahot dur tujhe lagta tha pehle
Main bahot khoob
Jab dur the ham
Bure ni the majboor the hum
Kehna toh chahta tha bahot
Ham mile tab chahta tha ruke yeh waqt
Delhi hai dilwaloon ki par tu saqt
Ziddi hai dil mano tera hi bhakht
Ab tujhe lagi meri baat mein woh baat nahi
Mujhe pata nahi tu sath hai ki sath nahi
Maine likhi teri yaad mein kitaab kayi
Par tu dikhi bhi na
Na mila koi jawaab koi
Meri jaan, Mujhse rutha na tu kar
Tere siva mera dil kahi lagta nahi
Meri jaan tujhe kho kar paaya hu
Teri aankhon pe yeh aansoo jachta nai