[Intro]
Tere chehre ko
Meri aankho mein
Aaj rehne de
Kuch kehne de
[Chorus]
Tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho Tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Ho kabhi mujhe apna bana ke rakh le
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Toh kabhi mujhe apna bana ke rakh le
[Verse 1]
Waqt mile mujhe kabhi sunn jana
Jazbaat hain ye nazam bahana
Sach baat hai ye main tera deewana
Aur darta nahi...
Main duniya walon se thoda alag meri jaan
Na tere liye sochta galat meri jaan
Jo Tere sang dekha maine ek sapna
Bas tera mera sath rahe dil dukhe na
[Pre-Chorus]
Mujhe kuch ni lena hai is duniya se
Tu aake duniya bana meri
Jo kahe kadmo pe rakh dunga tere
Tu aake bas banja meri
[Chorus]
Par tu aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Ho kabhi mujhe apna bana ke rakh le
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Toh kabhi mujhe apna bana ke rakh le
[Verse 2]
Log kehte tere bina change haal mere
Tora lit poora mauj saalon saal le rahe
Tanha raaton mein likhte fasaane
Par too sunti nahi
Kyu aisa karti ho mere sath meri jaan
Ye tere liye rakha dil saaf meri jaan
Jo tere sang dekha maine ek sapna
Aisa pyar rahe duriya bhi chube na!
[Pre-Chorus]
Mujhe kuch ni lena hai is duniya se
Tu aake duniya bana meri
Jo kahe kadmo pe rakh dunga tere
Tu aake bas banja meri
[Chorus]
Par tu aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Ho kabhi mujhe apna bana ke rakh le
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Toh kabhi mujhe apna bana ke rakh le
[Outro]
Tere chehre ko
Meri aankho mein
Aaj rehne de
Kuch kehne de
Let The Eyes Talk was written by King.
Let The Eyes Talk was produced by Shah Beats.
King released Let The Eyes Talk on Mon Aug 10 2020.
Mix of both