[Hook: Lakshay]
Jee lenge hum
Tere bina, mai aadha tha
Ab poora hua
Mausam ke badalte
Sab feeka pada
Kuch na chaha tujhse
Bas khush reh tu khush reh tu
[Verse 1: RAWAL]
Khush reh tu, khush reh tu, khush reh tu (khush re)
Sachi baat, sabse alag hai tu (sabse!)
Bas aadat, ek puraani latt hai tu (puraani)
Seedhi baat ladki muhfat hai tu (muhfat hai tu)
Dil ke paas, meelo hai door par (meelo)
Ek din milenge zaroor hum
Tab tak hum doori mei theek (mei theek)
Aisa hi apna naseeb (apna naseeb)
Hum kar sakte kya? (kya)
Chadha jo nasha vo utar gya (utar gaya)
Buna jo humne vo udhad gya (udhad gya)
Chadha jo nasha vo utar gya (utar gya)
Tere bina par mai sudhar gya (sudhar gya)
Sunne mei aati hai teri ab baatei (teri ab baatei)
Ro ro ke kaate tu apni ab raatei (apni ab raatei)
Chahiye tujhe kuch toh khade yha pe (khade yha pe)
Khush reh tu khush rеh tu
Yehi bas chahte
[Hook: Lakshay]
Jee lengе hum
Tere bina, mai aadha tha
Ab poora hua
Mausam ke badalte
Sab feeka pada
Kuch na chaha tujhse
Bas khush reh tu khush reh tu
[Verse 2: Bharg]
Aur haan, kehne ke kehdia par dil se khush toh nahin
Aur haan, socha tha seh lunga par rha kahi ka nahi
Kehne ko kuch toh hai, par kisko sunaunga?
Baatei adhoori jo chodi thi, unhei mai gaa ke bataunga
Kaisi paheli thi tu? Jismei hum fas gye
Kaise pinjare mei yu hum bandh gye
[Bridge: Bharg]
[Hook: Lakshay]
Jee lenge hum
Tere bina, mai aadha tha
Ab poora hua
Mausam ke badalte
Sab feeka pada
Kuch na chaha tujhse
Bas khush reh tu khush reh tu
Khush Reh Tu was produced by Bharg.
Rawal & Bharg released Khush Reh Tu on Fri Feb 26 2021.