The song reflects the internal turmoil a person experiences. The process of having to hold on to a situation that is destined to fall apart is what the song builds up to.
Kuch hi din se hu
Main bhi ginta din yaha
Jaise koi dhoonde bewajah
Jeene ki wajah
Milne hain aayi mujhse woh raatein
Mujhse woh yaadein baar baar
Kyun door hain tu
Fir bhi yahin hain
Karta hu intezaar
Jaane yeh kya ho gaya
Mein kyun tanha ho gaya
Teri yaadon mein mein kyun
Jaane kyun main kho gaya
Jaane yeh kya ho gaya
Jaane do jo bhi hua
Socha karta hu mein kyun
Jaane kyun mein kho gaya
Kaise ab kahu tumse
Jo na keh saka
Mujhko koi samjhe na tu bata
Tu kya le gaya
Milne hain aayi mujhse woh raatein
Mujhse woh yaadein baar baar
Thoda sahi tu
Thoda galat mein
Aao na ek baar
Jaane yeh kya ho gaya
Mein kyun tanha ho gaya
Teri yaadon mein mein kyun
Jaanе kyun main kho gaya
Yashraj rap:
Jaane kyun mein kho gaya hu
Tujhko milkar
Ankho mein thi baatеin
Par yeh hot mere silkar
Chup khatam toh hua tha
Mile na hum saalon mein
Par jab bhi khoye yaadon mein
Tu dhoond lena gaano mein sacch khair
Beetege saal aur khadha main stage par
Bhai saare kare rage aur
Nazare padti logo ke beech mein
Waha pe khadi akeli tu bheed mein
Sochu ki sapna hai ya naseeb hain
Dil pe jo rehta
Woh aankhon pe na hai yakeen
Par khud ko puchta rehta repeat pe
Jaane yeh kya ho gaya
Main kyun tanha ho gaya
Teri yadon mein mein kyun
Jaane kyun main kho gaya
Jaane yeh kya ho gaya
Jaane do jo bhi hua
Socha karta hu mein kyun
Jaane kyun mein kho gaya