Khitaab by Rap Demon (Ft. Talha Anjum & Talhah Yunus)
Khitaab by Rap Demon (Ft. Talha Anjum & Talhah Yunus)

Khitaab

Rap Demon & Talhah Yunus & Talha Anjum

Download "Khitaab"

Khitaab by Rap Demon (Ft. Talha Anjum & Talhah Yunus)

Release Date
Tue Feb 18 2020
Performed by
Rap DemonTalhah Yunus & Talha Anjum
Produced by
Farasat Anees
Writed by
Rap Demon & Talha Anjum & Talhah Yunus

Khitaab Lyrics

Yeah..
They told the boy kuch nahin milne wala rap se
(you remember that)
Dil se bade khwab khwabon se bade fasile
Main likh kar shayari bhool jaata
Jaise bada faiz main..

Rap game pe gaalib rap game ka gaalib
I feel like raja maidaan abhi khali(idols)
Ladke ab bhi peete charas ab bhi dete gaali
Hum style awards non stop pade taali

Jaibe khali thhi aur padti ghar pe gaali
Ab paisa bole lekin hatters ki aawaj nahin aa rahi
Wo internet pe artist wo internally jaali
Unke paas mein nahin hate
Jaise cigrate pee raha hun khali..

Main hamesha rahu greatest
So what's a prime do an ali
Mat bolo mujhe gully boy
A boy what's up boy to a gully..

Mere baad mera jaise aayenge(yaad rakh)
Saari baatein chhod bas yeh baat rakhna mind mein
Main aayine mein dekhu akks bhi hai be maayane..

Wo kehate main urdu rap scene ka pioneer
And I know feel a same that fu*ks what you feel
And I dont need a deal mere bars mein hi feel
Tu bada tu haathi hum fly hum sath aaye jaise ababeel

You know how it goes brother..
Na karte gaane trend
Na milte tumhe shows brother
(facts facts facts)
Yahan public karti choose
You know who they choose brother

Mother fu*ker tumhe khabar nahin hai
Yeh mera tajurba hai meri akadd nahin hai
This year I'm getting paid
Yeh meri maths hai
Who told the boy kuch nahin milne wala rap se..

Likhne laga jo kismat ke karne
Nazre aatish wo kagaz ke panne
Wazood hai khayal ka zawaal
Mujhe rehne de bas tu ab nashe ke asar mein..

Tu ghar se nikalta nahin yeh kesi hustle hai
Muwazana nahin to kesi bhasad yeh
Tujhe chhuni kaamyabi ki unchayi
Tu haath ko bhada ke mera pakad le..

Yeah..
Mere se jyada mera nasha bole sach
Mujhe dm's mein fan likhe khat
Bole sune na to din nahin chadhta
Mujhe na sune to wo dhalti nahin sab..

Jaane kab main bana aisa mashiha
Jaane kab maine kuch aisa kiya
Jaane sab ke main bahut zyada peeta
Jaane kab maine kya ghol ke piya..

Yeah..
Wo jo bol rahe thhe gana kyu nahin kar rahe
Wo jo bol rahe thhe yunus se kya beef hai
Real talk hum dono bahut vibe mein
Highzone mein bethhe we was puffin on their weefer..

Main jaise seezer ye roman empire bro
Hum jabse aaye tab se tum kidhar gaayab ho
Kiya nahin gaya unn se hip hop revive kya
Talash-e-gumshuda dhundh le ke qayam ho..

25 to life mein iss game mein
Poori zindgi hai qeemat iss bail ki
Hum 3 jaisa koyi nahin khel mein
Battel to the medal apni break lage fail si..

It takes time muh mein chandi ka chammach nahin
Yeh meri baatein samjhe inme itni samajh nahin
Akks dekhne mein khud se mukhatib
Aur sach ke mutabik meri rooh thodi laras gayi..

Yeah..
What you know what you know
Start from the bottom jaane sare mere dost
Milte roz gaane dope to main dealer
I'm gonna shots like takeela pann
Dimaag mein thoke keele hum ni gore hum ni kaale
Hum nahin sher hai..

Yeh kese gareeb hai
Yeh to dikhne mein ameer hai
Kya yeh murshid ya mureed hai
Kya yeh rabb ke bhi kareeb hai
Kyu yeh sabse nahin ajeeb hai..

Galtiyon se seekhe badli se phir bhi jeete
Aaj bhi peete jab bhi mood ho kyu mehdood hu
Main bethha highzone hath mein apna chool bro
Hot box dhuan dhaun mujhe dhundh bro
Nashe mein choor ankhe laal jaise khoon oh..

Mere aadhe bars samjhe mere yaar sirf
Street knowledge if you lack to tu bahar phir
Game se..(chal bh*sdike)
Ty in the buildin paisa kam mein
Wo bhaage peeche fam ke
Koi 4 bottel vodka nahin kaam mere bolta..
Beshak dekh ainke pahan ke..

Raatein kaali hum kab bethhe hai yahan chain se
Kuch nahin chhupate sab batate duniya landscape
Chhoti soch neeyat khhot bante ghot aaja chadh bhai
Yeh wo pareende jinke par nahin
Hum shaheen hai bro girne ka dar nahin
Agar kamata to kahan jaata rent to bhar bhai..

Street dog phooke raper kadhhi
Wo aaj bhi laga raha hai adhhi
Kisi ki hatt rahi to aaj patt bhai
Fans ke liye pyar aur munafique ke liye patti..

Gulaabi gosht ke piche hai sare vulture
Fu*k society fu*k this culture
Bhai jaise maaya aur yeh chhote mere ganpat..!

Khitaab Q&A

Who wrote Khitaab's ?

Khitaab was written by Rap Demon & Talha Anjum & Talhah Yunus.

Who produced Khitaab's ?

Khitaab was produced by Farasat Anees.

When did Rap Demon release Khitaab?

Rap Demon released Khitaab on Tue Feb 18 2020.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com