Khamoshi by Bilal Khan (Ft. Schumaila Rehmat Hussain)
Khamoshi by Bilal Khan (Ft. Schumaila Rehmat Hussain)

Khamoshi

Bilal-khan

The music player is only available for users with at least 1,000 points.

Download "Khamoshi"

Khamoshi by Bilal Khan (Ft. Schumaila Rehmat Hussain)

Release Date
Sun Jan 01 2017
Performed by
Bilal-khan

Khamoshi Lyrics

Khaamoshi kaisi hai ye khamoshi

Ek ajeeb bazaar hai duniya
Gham haste le aao
Mol khushi ka paas na ho to
Gham saste le aao

Paron bina jo dekha panchi
Mujhko meri yaad aayi
Maine kaha apna koyi
Ek bhi aawaz na aayi

Jin par murjhaayi baat apni
Woh honth dikhaun kisko
Mujhe log kahein tumhe dard kisi ka
Naam bataun kisko

Tera naam bataun kis ko
Ye haal sunaun kisko
Main tera naam bataaun kisko
Yeh haal sunaaun kisko

Khamoshi kaisi hai yeh khamoshi

Tez hawa ke zor pe ho jo
Tinka mile woh kahan
Din bhar andar tu jalta hai
Dil phir jale kahan

Umeedon ka naam na lena
Aur na karu dua (karu dua)
Aansu ki kismat me the ham
Aansu aane mila

Jo dekha hai har ek dil ne
Main woh khot dikhaun kisko
Mujhe log kahein tumhe dard kisi ka
Naam bataun kisko

Main tera naam bataun kisko
Yeh haal sunaun kis ko
Main tera naam bataun kisko
Yeh haal sunaun kis ko
Main tera naam bataun kisko
Yeh haal sunaun kis ko

Khamoshi Q&A

When did Bilal-khan release Khamoshi?

Bilal-khan released Khamoshi on Sun Jan 01 2017.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com