Khuda se puchta aukaat hun roz
Andhere me mai dhundu roshni ya legi mujhe khud wo khoj
Zara tu hosh me soch
Baap dil se khila rha ya mai baap pe bhoj
Yeah! 22 saal umar ladka kar rha bills pay ye gaane jaise dhokha jaani sidha lagte dil pe
Ye techincal jo rapper hain un sab ko laa do saamne
Unke gaane nahi chale toh bhadwe lag gye lofi chhaapne
Ye chahte mujhko giraana par dahi inki jami nahi
Mai lamba kooda game me ye genes buggsbunny ki
Ye fame paate beep se fir kehte sunte geeta bhi
Kuch rappers mere idol thе ab sharam inse seekha ki
Mai dil se likhun nagme in a top notch bars coz inkе gaane chale
Ads se , meri audio milli paar bro
Mai khud se aya seen me na chaati teri tarah maine gaand bro
Tu mujhko apna baap bol
Maine bachpan dekha sadkon me , ab sadke dekhun guzarti
Jab beta karta nasha toh soch maa pe kya guzarti
Jab ma boli ki beta is duniya ki tarah banna nahi
Par duniya deti gaali toh ma ki chut is duniya ki
Ab flex karun shoes ye khud ke
Papa chhati rakhna chaudi jitna jhukna tha jhuk gye
Ab ghar pe kamre 6 hain aur rehne waale 4
Ma ko labels ka pata nahi par jaanti kalamkaar
Mai thakk se chhu dun maut writing skills jaise gods ki
Sansein badh rahi hain opps ki , ki kalam kuch na bolde
Mai ghadi nahi hun dekhta kyunki wahan pe kaante hain
Singhasan kandho pe uthaaya hua baithunga ek din top pe
Aur road pura DHH hi hoga
Itna zyada craze hoga jitna socha bhi nhi hoga
Ab maaa... tere nalayak chote bete ka asla rakhunga sath me tab mai nahi, katta bolega
Baby kaafi upar hun aur kaafi mere neeche hain
Mai feautres raha baant merry christmas jo bhi seekhe hain
Ki kaise likhte baat apne dil ki in panno me
Thode saal aur mujhe legends me tum ginoge
All my fans ye wali line tumhare liye , shukriya tum sab ka hath jode hain tumnhare liye
Tumhari wajah se hi kalam hai loyal fanbase mera rappero ko jalan hai
Ki kaise maare milli bina promos ke audio ne
Santro thi baap pe aur bete ghume audion me
Milli deals sign jisne paise dekhe kaudion me
Ma ki chhati chaudi usne sher paale bedion me
Bandha nhi tha bediyon me khoon se hoon door mai
Par jab khane ko kuch nahi tab khoon karne pe majboor hun mai
Aaj ek middle class boy sheese neeche karle gaadiyon ke tab trafiic jaam hoye
Kitne fans kaate haath kitne chuuna chahte hain
Ye khuda maane mujhko kyunki gaane gaate hain
Mai gale lagun inke , inka paseena bhi phyaar hai
Middle class boy aaj aap ki wajah se star hai
I AM OUTTT
KALAM KAAR was written by KALAM INK.
KALAM KAAR was produced by Greyy.bass.
KALAM INK released KALAM KAAR on Mon May 15 2023.