Download "Kaisa Sama Hai"

Kaisa Sama Hai by Abhishek Singh (Ft. Abhishek Singh)

Release Date
Wed Jun 21 2017
Produced by
Abhishek Singh

Kaisa Sama Hai Lyrics

Kaisa sama hai kaisa nasha hai mujh pe ye kaisa jadoo chala hai
Dard bhi tu hi tu hi dawa hai, mujhko ye kaisa rog laga hai
Kaisa sama hai, Kaisa nasha hai

Kaisa khumaar chhane laga dil ye mera gaane laga
Badhne lageen betabiyan, isme maza aane lage
Tune jo mere dil ko chua hai, mujh pe ye kaisa jadoo chala hai
Dard bhi tu hi tu hi dawa hai, mujhko ye kaisa rog laga hai
Kaisa sama hai kaisa nasha hai

Ye kya mujhe hone laga, dil ye mera khone laga
Mujhko nahin apni khabar, tujhpe fida hone laga
Ab to na kaabu dil pe raha hai mujh pe ye kaisa jadoo chala hai
Dard bhi tu hi tu hi dawa hai, mujhko ye kaisa rog laga hai

Kaisa sama hai kaisa nasha hai

Kaisa Sama Hai Q&A

Who wrote Kaisa Sama Hai's ?

Kaisa Sama Hai was written by Abhishek Singh.

Who produced Kaisa Sama Hai's ?

Kaisa Sama Hai was produced by Abhishek Singh.

When did Abhishek Singh release Kaisa Sama Hai?

Abhishek Singh released Kaisa Sama Hai on Wed Jun 21 2017.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com