Kabool Hai by Muhfaad
Kabool Hai by Muhfaad

Kabool Hai

Muhfaad

Download "Kabool Hai"

Kabool Hai by Muhfaad

Release Date
Fri Mar 15 2019
Performed by
Muhfaad
Produced by
Muhfaad
Writed by
Muhfaad

Kabool Hai Lyrics

[Chorus]
Sajti hain thaaliyan, baraste phool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Chalta hu chaude mein udti hai dhool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool

Saath mere log hain, mehnat vasool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Na gaunga main unko ye unki hai bhool
Ye bhool hai, ye bhool hai
Ye bhool hai, ye bhool hai

[Verse 1]
Mere sath kare praja meri chill
Saji maharaaniyon se bhari mehfil
Sabko sarahta, main sabko hi chahta
Kya kare maharaaj ka bahut bada dil
Bawla jo karde banau aisi hard beat
Hildi zamin bhi neeche saat aath feet
Ek awaaz pe shor mache ek hi ishare pe
Sab sunsan tab sunai deti heart beat
Dhak dhak dhak jab bass lage seene mein
Bolein dhadkane maza ab aaya jeene mein
Nachunga sath baby aaj main bhi jab tak ke
Taj mera aaj saala bheege na paseene mein
Bulau haweli pe, na mahal wali baatcheet
Pehle bhi jashn mein ye gayi meri raat beet
Karta hu aish main, tu kar abhishek mera
Arti ki thali leke ga le tu bhi 4 geet

[Chorus]
Sajti hain thaaliyan, baraste phool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Chalta hu chaude mein udti hai dhool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool

Saath mere log hain, mehnat vasool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Na gaunga main unko ye unki hai bhool
Ye bhool hai, ye bhool hai
Ye bhool hai, ye bhool hai
Ye bohat badi bhool

[Verse 2]
Hoke sign bhi pura independent
Laundon ka masiha main bachchon ka Ben 10
Ladkiyon se doori distance hai maintain
Anshul bhai yaaar pop karo Champagne
Naseeb mein likha mere raj yog
Jitne leta hu main mazze tum bhi aaj lo
Giro pado bhand hoke darbar mein
Nachegi Basanti bhi beta hata kaanch lo
Badha ke beat aisi jalvayu la raha hu
Thand mein bahe pasina mirchiyan khaa raha hu
Uglu aag saari raat in kuwariyon pe
Bante hi kaam inhe kehta sayonara hu
Main jaise Shin-chan Nohara hu
Ulti sidhi baton se hi paisa bana raha hu
Main naha raha hu paison se
Paani ki zaroorat hi nai
Gadde pe gire mere chillar utha raha hu
Hua hit nai kisi ek song se
Sunn mujhe gaye saare hi yeh chaunk se
Poore shauk se kutte rehte bhaukte
Aate hi beat main khade karun ronghte

[Chorus]
Sajti hain thaaliyan, baraste phool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Chalta hu chaude mein udti hai dhool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool

Saath mere log hain, mehnat vasool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Na gaunga main unko ye unki hai bhool
Ye bhool hai, ye bhool hai
Ye bhool hai, ye bhool hai
Yeh bohat badi bhool

Kabool Hai Q&A

Who wrote Kabool Hai's ?

Kabool Hai was written by Muhfaad.

Who produced Kabool Hai's ?

Kabool Hai was produced by Muhfaad.

When did Muhfaad release Kabool Hai?

Muhfaad released Kabool Hai on Fri Mar 15 2019.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com