Throatt talks about the things he has seen and fantasized about growing up on the streets. He tells his audience how jealous he used to get looking big cars, while he was living on the streets. A very raw and deep set of lyrics with some touching notes by Throatt package together this beautiful sing...
[Verse 1]
Haan
Oh mere daata samay toh do
Mujhe bhi khelna hai casino (Casino)
Mujhe bhi jaana hai fashion show (Show)
Mujhe bhi karne hai bade bade show
Mere andar bhi hai big show
Mujhe bhi banna hai romeo
Mujhe bhi karni hai ayyashi (Haan)
Mujhe bhi laani hai road pe isi jagah (Aane de)
Bade bade log lete badi badi car
Inko dekhke jalti meri gaand
Aankhe dekhti or sochta dimagh
Kyun ye apne paas nahi (Kyun, kyun, kyun?)
Ye bolo 2 number ka dhandha kare
Imaan ko bechke ganda kare
Koi nahi bolta hai accha hai re
Ek cigarette de ab tu baccha hai re
Umar gayi toh kisko kosega (Kisko?)
Khaana nahi toh kisko nochega
Laadhi nahi toh kisko pochеga
Paise nahi toh kisko thokega
Tu mujhko thokega
Ayy mеre bhai tujhke ghanta milega
Slowly me tujhko fir santa dikhega
Jyada bajega fir bantai dikhega
[Chorus]
Jine de (Jine de, jine de, jine de)
Mujhko tu jine de (Oooho)
Jine de (Jine de, jine de, jine de)
Mujhko tu jine de (De, de, de)
Peene de, mujhko tu peene de
Peene de (Peene de, peene de, peene de)
Mujhko tu jeene de
[Verse 2]
Raste pe bheekh maangke khaya
Koi nahi bas maa baap ka saaya (Koi ni)
Kya pizza burger kya nalla paaya
Roti aur thesa daba ke khaya (Haq se)
Dhakke chhod police ke bukke bhi khaya
Sadak se nikle the 2 jann
Wo mehnt se beta aasman me
Usko dekhkar mai bhi hun aaya
Zindagi jee raha hun saboot ke saath
Mai hun ek, mere ajoobe aath
Humko bhi jeena hai khuleaam
Kya kare? bas maqsad hai saath
Naseeb nahi paas, badal pe paseena aur haath me hai glass
Rakh ke double karte jo apne khaas
Apne bhi lottery hone de pass
Aaj lassi piyenge kal peete the chaach
Chal road pe bhi sone ko lagta hai darr
Daal denge patthar sar par, upar thassan se
Kasam se, mere kabar ko jara bhi sabar nahi
Mai nashe me jara bhi sober nahi
Mai jail me mera koi vakeel nahi
Mera dushman ko jara bhi khabar nahi
Mai mard hun karan johar nahi
[Bridge]
Ab bas mujhe tu jeene de
Dard mere seene me
Gila hai kapda paseene se
Success ko chadhna hai dheeme se
(Dheeme se, dheeme se, dheeme se, dheeme se)
Ab bas mujhe tu jeene de
Dard mere seene me
Gila hai kapda paseene se
Success ko chadhna hai dheeme se
(Dheeme se, dheeme se, dheeme se, dheeme se)
[Chorus]
Jine de (Jine de, jine de, jine de)
Mujhko tu jine de (Oooho)
Jine de (Jine de, jine de, jine de)
Mujhko tu jine de (De, de, de)
Peene de, mujhko tu peene de
Peene de (Peene de, peene de, peene de)
Mujhko tu jeene de
[Outro]
From the street
Thoratt
Jine De was written by Thoratt.
Jine De was produced by Tony James.