Jawab de is a quest for answers as to why Pakistan is facing such grave problems.
Hell of a wordplay by Faris Shafi.
[Verse#1 : Faris]
Kis tarhan shuru karoon
Kissay yeh phir say
Main phass gaya hoon
Pencilon k sikkay hee ghiss gayay
Main thak gaya hoon
Akk gaya hoon
Maslay nai muktay
Yeh bisti hai darr k main chupp jaoon in say
In kay panjay hain khubtay
Chaltay hain mujray
Aur banday hain thuktay
In ki gariyon k beech mian
Dariyon k peechay hain gunahon k nateejay
Pahariyon k peechay
Main jhariyon k beech main
Chuppa phiroon auntion ki saariyon k neechay
Main ayashiyon k khwaab dekhoon
Kafiyon k hisson ki kaat li museebtain
Oi baand apni seatbelt
Jhank apnay peechay
Main phaank ho gaya hoon
Dhoop main phir phir k main dark ho gaya noon
Charsain pee pee 2 pac ho gaya hoon
Ikhlaaq kho gaya hai, lips black ho gayay hain
Meanwhile Pakistan dhoop main sarr raha hai
Book say mar raha hai idhar jhoot ubal raha hai
Who’s the girl man mera shoot to kal hai
Loose the curls bitch teray mun main bun hai
Ha! teray doodh pay baal hain
Mu hata ley yeh bu be misaal hai zarra
Inteha passand sey hain hum sub
Aur humaray mansoobay saaray
[Verse #2: Faris]
Kya hai aakir is fasaad ki jarr?
Aakhri dumm tak poochoon kya sawaal yeh sub
Main baar baar? kidhar mar gayee insaniyat
Main lachaar
Kya main phiroon bomb baandh k chaar chaar?
Emaandari har qari bhool gaya hai
Yeh maar dhar hee yahaan k asool hain
Yeh baat cheet mazaakraat fazool hain
Aur aaj raat ko hum sub confused hain k
Kiss kisam k ashraful-makhlookat hain hum
Zarra aa k baat to sun
Kissi tarhaan rok dey yeh paghalpan
Yeh katlo-gharat, bomb
Yeh bekaar ki jang
Aarzi taut pay band hai party son
Sub paisay ki game hai yeh ghaliban
Gaaliyaan main deta phiroon aadatan
Ache mind na kar, teri ma ko lun
Khere, aray bhai paisa tou phenk
Chor ye kitaab ko haram ko halal ko
Yeh baat saari ek hai tu dekh ley
Emaandari pull thallay sut dey
Mulk ko hee beche dey
Puls ko tu dekh ley
Un ko hee pooch ley haqooq-ul-ebaad k mutaliq
Haqooq-ul-ebaad k mutabik
Police karay idhar mattargasht hee siraf
Dear sadder, brother
Yeh jalti hui qaum hai
Roz roz darjanon main marti hain aurtain ek do
Khawateen, chaar, paanch
Chey, aath, naujawaan tou roz jaanbahaq hain
Kyun? na kar yun
Chorus:
Koi to jawab dey X 2
Koi to jawab dey tu
Koi to jawaab dey dey tu
Aray
Koi x 8
Koi to jawab
Koi tou jawab dey tu
Koi to jawab dey dey tu
Aray
Koi x 8
Jawab De was written by Faris Shafi.
Jawab De was produced by Talal Qureshi.
Faris Shafi released Jawab De on Mon Feb 16 2015.