Jaan Kar by DJ Abdur, SCOR MUSIC & Zaphixx
Jaan Kar by DJ Abdur, SCOR MUSIC & Zaphixx

Jaan Kar

DJ Abdur

The music player is only available for users with at least 1,000 points.

Download "Jaan Kar"

Jaan Kar by DJ Abdur, SCOR MUSIC & Zaphixx

Release Date
Sat Nov 08 2025
Performed by
DJ Abdur
Produced by
DJ Abdur
Writed by

Jaan Kar Lyrics

[Intro]
Raat bhar
Khaak par
And I feel so high
Nahi aate jaan kar

[Chorus]
Teri yaadein leke bethun ab mein raat bhar
Samandar ke kinaray bethun khaak par
Mere haath may glass, and I feel so high
Naa dekhte waqt, nahi aate jaan kar
Teri yaadein leke bethun ab mein raat bhar
Samandar ke kinaray bethun khaak par
Mere haath may glass, and I feel so high
Naa dekhte waqt, nahi aate jaan kar

[Verse]
Tum aate nahi jaan kar, bas karte ho bahanay
Chalna jinhon ne sikhaya, wohi aa jaate giranay
Aur tum tou mere khaas thay, ab tum bhi dogay taanay
Aur tu hi hai wajah ke mein ne shuru kiye gaanay
Bin bataaye aana, aake saath beth jaana
Khudse baatein naa banana, aur naa karna koi bahana
Haan, mein maanta mein ghalat, dena koi sazaa naa
Dou sukoon ke pal jab tera kandha ho sirhaana
Teri mushkilon may tere saath tha mein
Meri mushkilon may mere saath naa thi
Qalam se likh diya tera naam
Qasam se teri auqaat naa thi
Khol di kitaab, aur ab kya karun?
Keh diya sab, kuch bacha nahi
Tu hi ek khaas mera reh gaya
Gawaa diya sab, kuch raha nahi

[Chorus]
Teri yaadein leke bethun ab mein raat bhar
Samandar ke kinaray bethun khaak par
Mere haath may glass, and I feel so high
Naa dekhte waqt, nahi aate jaan kar
Teri yaadein leke bethun ab mein raat bhar
Samandar ke kinaray bethun khaak par
Mere haath may glass, and I feel so high
Naa dekhte waqt, nahi aate jaan kar

Jaan Kar Q&A

Who wrote Jaan Kar's ?

Jaan Kar was written by .

Who produced Jaan Kar's ?

Jaan Kar was produced by DJ Abdur.

When did DJ Abdur release Jaan Kar?

DJ Abdur released Jaan Kar on Sat Nov 08 2025.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com