This song is about an abusive relationship in which both people are addicted to each other and we both accepted each other as it is and continued the relationship in which we both didn’t grew and it was full of lust and a lot of traumas
Chorus
Ha mein baat purani
Tujhe yaad na ani
Teray sath guzari
Meri zindagi mai laga di hai aag bhujani
Kesay dhallo icc pein panni
Kaya sunao yea kahani
Tou bholay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Insaaf
Tou bolay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Insaaf
Tou bolay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Verse 1
Mein nai liya tujhsai pyar
Teri chahat hai talwaar
Saray Aam tera warh
Tou nai izzat uchali
Tou nai diyae sirf scars
Teri jheet meri haar
Phir bhi mein nai kiya pyaar
Phir bhi mein nai kiya pyar
Teri yaad mujhko ati
Aur ratoon ko stati
Mein khud sai karo baatein
Poori raat he jaghati
Mujhe neend na ati
Teri yaad stati
Mujhe neend na ati
Teri yaad stati
Mein kesay manao
Tujhe kesay batao
Khud sai kesay bachao
Tou nai ki bewafai
Mujhe samajh na ayi
Abh ayi meri baari
Tou bholay gi
Tou mujhe miley insaaf
Chorus
Ha mein baat purani
Tujhe yaad na ani
Teray sath guzari
Meri zindagi mai laga di hai aag bhujani
Kesay dhallo icc pein panni
Kaya sunao yea kahani
Tou bholay gi tou miley mujhe insaaf
Ha mein baat purani
Tujhe yaad na ani
Teray sath guzari
Meri zindagi mai laga di hai aag bhujani
Kesay dhallo icc pein panni
Kaya sunao yea kahani
Tou bholay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Insaaf
Insaaf
Tou bolay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Insaaf
Tou bolay gi tou miley mujhe
Verse 2
Insaaf ko maro goli
Yea hai khoon ki holi
Tou jitna bhi boli
Laga di pyar ki boli
Ha mein thaak gaya hion baak baak sai
Akh gaya hion thaakh thakh kai
Mar gaya hion larh larh kay
Jhoota hai tera pyar
Ha mein thaakh gaya hion chaakh chaakh kay
Mein ghir kay khara hion kismat hai yea
Larh raha hion fitraat hai yea
Loot gaya hion system hai yea
Mein tou tera he tha ha kasam hai yea
Mera tairha dhaimagh tou masal kay dekh
Samjhti saab tou khel kay dekh
Tou haas rahi hai tou chup kyu hai
Tou bolay tou mujhe miley insaaf
Chorus
Har baat purani
Tujhe yaad na ani
Teray sath guzari
Meri zindagi mai laga di hai aag bhujani
Kesay dhallo icc pein panni
Kaya sunao yea kahani
Kaya sunao yea kahani
Tou bholay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Insaaf
Tou bolay gi tou miley mujhe insaaf
Insaaf
Insaaf
Tou bolay gi tou miley mujhe
Insaaf
Insaaf was written by T.F & Salar Shamas.
Insaaf was produced by Raspo.