Ehsaas e kamtri ka koi bhi ilaaj nahi
Aajao phir me dedun inke jhoot ke jawaab bhi
Bataya tha ye kawway, cherun na me inko shoq se
Khulla aake mange ye sodagaron se moat ke
Me tabse kar ra Rap, Jab Rap koi trend nahi tha
Apne bal pe kiye shows, Irfan ya Asim friend nai tha
Bannay challe trendsetter, Rap ko laenge trend pe?
Parhlo Hip-Hop Rap ko nafrat is gandh se
Tumne jinse sunaa rap wo bhi Trends se tang the
Mainstream aur Hip-Hop ki shuru se hi jung
Tu Hip-Hop se to mukhlis nai
Kisi ka kya tu bane sagha?
Ye mainstream ke peeche bhaagain
Hiphop ko dete dagha
Jhoot aake bolain mera baap ki kamaai
Mere baap ko bhi guzray hochuke hain saal 2.5
Mene 13 saal ki umar me lene choray baap se pese
Mic aur ye Midi bhi khareeday mene jese tesay
Baap ne bola Doctor ban nahi to nikal ghar se
Me tab bhi Khudaar tha nikal para baandh bastay
Wo din aur aaj Apne kamai pe zinda
Dil phir bhi bara me note nahi ginta
Marnay se pehle seene se lagaa ke Baap ne
Bola tha rakhna tum ghar ka khayaal
Aur me aaj bhi hun kharaa apne ghar ki dehlees pe
Hai Himmat to darwaza bajaa ke tu dekh!
Jo kay inke banke gawah bethe kal tak inpe thookte the
Wo kehta tha production ye maangtay the muftay me
Tere hi gawaah ne tere saaray raaz kholay
Ab wo call karke mintain karay ke Sunny kuch na bolay
Apne fans se bhi bolain jhoot ke meri koi hustle nai
Khud sneak diss karke tum ne mujhse tussle li
Ye ghissi pitti batain lelo apne andar mor ke
Hustle meri jaari Reverbnation ke dor se
Meri ghareebi ka zikar tere dost ne hi kardia
Kisne bulaya tha? Kisne khilaaya tha?
Beat tujhe banwani thi, isliye me aaya
LUG ke liye awaam ko tuney show pe paagal hote dekha
Banger ki hui thi chul
Tabhi mujhe bulaaya tha...
Khud isne maana iske aadhay facts ghalat the
Jab kaha maan publicly, jawab na deta palat ke
Ye doghlay hain, Ye doghlay hain!
Thook ke ye chaatain, ye ghairat apni kho chuke
Wo tere neeche latka ab jo keh ra tujhe fake tab
Ab teri godi me betha kehtaa sath day one se
Samajh larkay! Karega tu khud jesay mutaasir
Ye qanoon hai qudrat ka
Tabhi tu aas paas dekh
Tu doghlon se ghiraa wa
Tu bheriyon se bhiraa wa
Aainay me dekh!
Sar se paon tak tu chiraa wa!
May weather Mayweather bara oxymoron
Bajne ka hai shoq hai to aux lelay moron
Ye fake gangster wali vibe hataa larkay saamne se
Itna bara gangster hai to hath kyun tere kaanp rae hain?
Yehi to masla hota chars aur dawaai ka
Ke haqeeqat se dur, daawa karain khudaai ka
Nashay me teri aankhain beta khul nahi pa raheen
Sar uthaa ke dekh, Moat hawaa se hai aarahi...
Infinity was written by Sunny Khan Durrani.
Infinity was produced by Sunny Khan Durrani.
Sunny Khan Durrani released Infinity on Wed Feb 19 2020.