Hoor by Samar Jafri
The music player is only available for users with at least 1,000 points.

Download "Hoor"

Hoor by Samar Jafri

Release Date
Thu May 29 2025
Performed by
Samar Jafri
Produced by
Alistair Alvin
Writed by
Samar Jafri

Hoor Lyrics

[Verse 1]
Mein ne dekha tha usko
Jahan betha tha kal ko
Hoor jaisi woh dikhti
Kyun nazrein naa hat'ti?
Hum ne bhi kuch naa kaha
Usne bhi yahan dekha kahan
Baatein dilon ki jo reh gayin
Yeh hai kahani uss roz ki

[Chorus]
Yeh jo kahani hai jo hamari
Hogi kabhi naa poori
Baatein hamari jo naa kahi theen
Reh gayi hain woh adhoori

[Post-Chorus]
Aaah
Aaah
Aaah
Aaah
Aaah
Aaah

[Verse 2]
Mehsoos mujhko jo tha hua
Kaise karun lafzon se bayaan?
Dil may jo tha woh naa keh saka
Mil ke bhi tujhse naa mil saka
Kaisi thi bebasi mere jo saamnay thi?
Phir bhi meri kyun naa tum ho saki?
Qismat meri khel rahi thi majboori se meri
Nazrein hamari jo naa mili theen
Yehi taqdeer thi meri

[Chorus]
Baatein hamari jo naa kahi theen
Reh gayi hain woh adhoori
Yeh jo kahani hai jo hamari
Hogi kabhi naa poori

[Post-Chorus]
Aaah
Aaah
Aaah
Aaah
Aaah
Aaah

Hoor Q&A

Who wrote Hoor's ?

Hoor was written by Samar Jafri.

Who produced Hoor's ?

Hoor was produced by Alistair Alvin.

When did Samar Jafri release Hoor?

Samar Jafri released Hoor on Thu May 29 2025.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com