[Pre-Chorus]
Kyun hai ajnabee hum
Ek mulakaat mai they mittey mere gham
Tere hawaale
Hun mai
Tere hawaale (tere hawaale)
(Oo bharg cooked another one)
[Chorus]
Kyun hai ajnabee hum
Ek mulakaat mai they mittey mere gham
Tere hawaale
Hun mai
Tere hawaale
[Verse 1]
Socha na tha
Ehsaas aisa kabhi
Jaana na tha
Tere bina, mai awaara tha
Awaara mai jaise
Ujaala bin andhera
Naa jaane kya
Jaadoo fira hai
Tuney
Ab tak they lagte adhoore
Raatein nayi
Baatein wohi
Par tu saath na ho
Toh neend aati nahi
[Pre-Chorus]
Hmm hmm
Mann mai chupi baatein
Kaise mai tumhe kahun
Hmm
Jaane kyun
[Chorus]
Kyun hai ajnabee hum
Ek mulakaat mai they mittey mere gham
Tere hawaale
Hun mai
Tere hawaale (tere hawaale)
Kyun hai ajnabee hum
Ek mulakaat mai they mittey mere gham
Tere hawaale
Hun mai
Tere hawaale
[Verse 2]
Tere hawaale ab hogaya mai
Tere hi khwaabon mai ab khogaya mai
Jaane kitni raaton se ab soya na mai
Sochte sochte paagal hoke muskura raha mai
Yuh
Jaane kyun
Mere din
Meri raatein
Hai ghum
Jaise zindagi
Lavzon ki dhun
Ke bina hai adhoori
Tu ajnabee yeh na zaroori
Khula asmaan
Lage samaa
Khush yeh jahaan
Tu hi bata kyun
[Chorus]
Kyun hai ajnabee hum
Ek mulakaat mai they mittey mere gham
Tere hawaale
Hun mai
Tere hawaale (tere hawaale)
Kyun hai ajnabee hum
Ek mulakaat mai they mittey mere gham
Tere hawaale
Hun mai
Tere hawaale
Hawale was written by Bharg & Rohit Pandey.
Hawale was produced by Bharg.
Rohit Pandey released Hawale on Sun Mar 27 2022.