[Pre-Chorus]
Hum tou tham se gaye thay
Phisal kar bhi gir na sakay
Dikh kar bhi ghaayab si hun mein kya?
Mil kar bhi kho hi gaye
[Chorus]
Mushkil si hai ye gharhi na?
Yeh waqt bas ghalat hai, kaho
Hum phir milein ge kabhi na?
Murh kar tou meri suno
[Verse]
Hum tou pathar se thay na?
Gir kar kyun yun toot gaye?
Har pal hi ghaayab si thi mein kya?
Ya paa kar yun hi kho gaye?
[Chorus]
Mushkil si hai ye gharhi na?
Yeh waqt bas ghalat hai, kaho
Hum phir milein ge kabhi na?
Murh kar tou meri suno
Mushkil si hai ye gharhi na?
Yeh waqt bas ghalat hai, kaho
Hum phir milein ge kabhi na?
Murh kar tou meri suno
[Outro]
Tum tou khwaab se ho na?
Paa kar khud hi ko kho gayi
Ghaayab was written by Amna Riaz.
Ghaayab was produced by Ali Mustafa.