[Hook: V Sinha]
Girta sambhalta jo aaya tere samane
Kuch bolna paye esse hum aaye mukaampe
Aakhon mai tere jo dekhi woh roshni
Aasuo se chamke
Maine galatiyaan bhi boht ki
[Verse 1: UpShot]
Dil ki saari khwaishe inn nazmo mai utaardi
Baatien hona paayi
Iss chupi mai bhi shor tha
Zakhm itne diye
Thoda mein bhi majboor tha
Aur duriyaan jo badi
Woh door jaise tut gayi
Saath mere tu phir bhi kaami kyun behsus hue
Alag hai kinare yeh bhi jaanta tha mein
Kuch karke dekhaunga maine maana tha yeh
Ek taraf ka yeh chehara maine dekha hai tera
Inn nazmo ko tu padh bas zikar hai tera
Maine pehna ek chehara
Sachayi ka yeh pehara
Dil se diya tuje sab
Bhule saare ghav
Aaj akela khada
Khali dil ke hai bhaav
Aaj
[Hook: V Sinha]
Girta sambhalta jo aaya tere samane
Kuch bolna paye esse hum aaye mukaampe
Aakhon mai tere jo dekhi woh roshni
Aasuo se chamke
Maine galatiyaan bhi boht ki
[Verse 2: UpShot]
Andar se jo tuta aaj
Jaane rakhe kitne raaz
Dur jo hum ja chuke hai
Phir se karni hai shuruwat
Zindagi ki kayanaat mai ho chuki hai raat ab
Bhula na mein saari baat
Andhero mai baitha yaad karu inko saari raat
Yaadoon ke samundar mai doob chuka jo aaj mein
Lehare thi tab mere saath
Uthke phir mein laga bhaag
Khudko dhundhne chala mein
Man ke raaste par main pahuch mein
Na zarurat kisiki
Ab khud ek tufan mein
Jo bhi aaya samane
Jo khada ab khilaf hai
Andar ki yeh aag
Dard bhi behisaab hai
Jeetu saari duniya ab esse mere khwab
Gaade saare jazbaat
Na kabhi socha maine hoga tera zikar esse
Thoda aaj bhi naraz
Kam mere alfaaz
Woh waqt tha khaas
Woh pal mere pass
Tere saath jo dekhe
Tut chuke saare khwab
[Hook: V Sinha]
Girta sambhalta jo aaya tere samane
Kuch bolna paye esse hum aaye mukaampe
Aakhon mai tere jo dekhi woh roshni
Aasuo se chamke
Maine galatiyaan bhi boht ki