Farvari by Nanku
Farvari by Nanku

Farvari

Nanku

The music player is only available for users with at least 1,000 points.

Download "Farvari"

Farvari by Nanku

Release Date
Thu Feb 06 2025
Performed by
Nanku
Produced by
HVSH (IND)
Writed by
Nanku & HVSH (IND)

Farvari Lyrics

(Nanku)

[Pre-chrous]
Tu fitoor hai
Hai zaroor hai
Kya suroor hai
Pi jaau kya tere gham
Ta Ra Ri Ra Rum
Ta Ra Ri Ra Rum
Zyada thode kum
Thode kum
(Haan)

Hai tu paas mein
Ya mujhse door hai
Phir adhure
Adhure reh jaayein na hum
Zyada thode kum
Ta Ra Ri Ra Rum
Ta Ra Ri Ra Rum
Ho

[Chorus]
Karein mujhe poora
Tumse mulaqatein
Ankhiyon se baatein
Farvari ki raatein
Mujhko na pata tha
Sapna tha voh kya tha
Tumse mera vaada
Na tum aadhi main aadha
Mujhko khud se do mila

[Verse]
6 4 dafa haare toh kya
Hile hue the sitaare toh kya
Tere liye gaane dil se likhu
Kabhi kabhi galat bhi gaa du toh kya

[Pre-Chorus]
Ek maafi mujhe de jaana
Kya na kaafi mera dil jaana
Rakh lena apne ki tarah
Hoon main hazir
Bas dastak dena

[Chorus]
Karein mujhe poora
Tumse mulaqatein
Aankhiyon se baatein
Farvari ki raatein
Mujhko na pata tha
Sapna tha voh kya tha
Tumse mera vada
Na tum aadhi main aadha
Mujhko khud se do mila

[Verse]
Jaadugari hai, zyada kuch bhi nahi hai
Bina jiske tu khush bhi nahi hai
Tujhko hasana mushkil nahi hai
Main hu yahaan pe toh tu aur kyun kahin hai

[Verse]
Karne nahi aaya badhi badhi baatein
Yeh haseen raaton mein pyaari mulaqatein
Bhare kash tum, hum thoda khaase
Chale ghar thame jo yeh barsaatein

[Pre-Chorus]
Mere bhram tod de
Mujhko jod de
Rang fer de upar
Meri aankhein bhand hain
Dil malang hai
Poora trust hai
Tujh par baby

I know, you know
I want to
Aa jaao home to me

[Chorus]
Karein mujhe poora
Tumse mulaqatein
Ankhiyon se baatein
Farvari ki raatein
Mujhko na pata tha
Sapna tha voh kya tha
Tumse mera vaada
Na tum aadhi main aadha
Mujhko khud se do mila

Karein mujhe poora
Tumse mulaqatein
Ankhiyon se baatein
Farvari ki raatein
Mujhko na pata tha
Sapna tha voh kya tha
Tumse mera vaada
Na tum aadhi main aadha
Mujhko khud se do mila

(Khud se do mila)
(HVSH)

Farvari Q&A

Who wrote Farvari's ?

Farvari was written by Nanku & HVSH (IND).

Who produced Farvari's ?

Farvari was produced by HVSH (IND).

When did Nanku release Farvari?

Nanku released Farvari on Thu Feb 06 2025.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com