In the official video of this song Faasley is described “as a melody for longing”. Additionally,it says “missing someone is indeed a part of loving them. This song and the video intend to be a memoir for those who feel that remembrance is a gift no matter what.”
[Intro:Prxphecy & Timmy Holiday]
Holiday !
Son of Bitch !
[Chorus]
Kayi meelun ke ye faasley
Kahin kho na jaun kho na jaun mai
Jee raha hun isi aas mei
Teri yaadun ki thanDi fizaaon mei
Kayi meelun ke ye faasley
Kahin kho na jaun kho na jaun mai
Jee raha hun isi aas mei
Teri yaadun ki thanDi fizaaon mei
[Verse 1]
Kyun ye dooriyan aur kab tak ?
Kyun poori hoti na ye Hasrat ?
Kyun baDh rahi hai teri Ulfat ?
Kaisi ye teri meri Qurbat
Haqeeqat mei tum paas nahi
Mere khwaabun ki mehmaan hi sahi
Muhabbat ki pehchaan yahi
Tere mujh pe ehsaan kayi
Mai kaise bhoolun jo kiye the waade ?
Tere liye jo maangi wo duaayein
Kyun na dikhey tumhe meri wafaayein ?
Teri khamoshiyan mujhe sataaye
Tеri yaadun ne ghera hai
Kyun ye andhеra hai ?
Kabse hai dekha nahi, maine savera
Marz ye fehla hai
Dil tujh se keh raha hai
Rab se mai maangun bas tu mera hi rehna
[Chorus]
Kayi meelun ke ye faasley
Kahin kho na jaun kho na jaun mai
Jee raha hun isi aas mei
Teri yaadun ki thanDi fizaaon mei
[Refrain]
Yuor chaani loul aawsay
Dilik ha haal bi panin baaway
Aki laTi haavtam roay
Poshan ha karay bi daswaanay
[Verse 2]
Loul choun byeqaraar mye karaan
Cxe waraey wizi wizi bi maraan
Koa'na chuk myein naad bozaan ?
Chaani naavik yi ha baeth bi lyekhaan
Yi baar ha mye koota Dilas pyeth
Cxi aaraam tí qaraar mye cxolukh hyeth
Waní tanhaa, bi trovthas bi kass pyeth
Zanh tí aawuy na aar, cxe meyi pyeth
Cxe mashrovuth soruy, Yi ma gov jaan
Pryeth saat mye chein kami sataawaan
Aash chhem mye chein, wanday Zuv té Jaan
Saasi wehir tí bi aasay na cxey pyaraan
Oush hoorum koot chaani baapath
Mashim nè zanh chein aadat
Akh cxiy mye oas'ham na taaqat, waní
Wichhaan cxi koa'na myein haalat
[Refrain]
Yuor chaani loul aawsay
Dilik ha haal bi panin baaway
Aki laTi haavtam roay
Poshan ha karay bi daswaanay
Yuor chaani loul aawsay
Dilik ha haal bi panin baaway
Aki laTi haavtam roay
Poshan ha karay bi daswaanay
[Outro]
Kayi meelun ke ye faasley
Kahin kho na jaun kho na jaun mai
Jee raha hun isi aas mei
Teri yaadun ki thanDi fizaaon mei
Faasley was written by SXR.
Faasley was produced by Timmy Holiday & Prxphecy.